Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Meri Talab tha jo shaks jab wohi nahi mila
    Tu hath duwa se youn ghira k bhool gaya sawal b


    Comment


    • Re: ashaar

      Haseen yadoon k kuch mousam usey arsal karnay hain

      Suna hai shab ko “tanhai” usey sonay nahin deti


      Comment


      • Re: ashaar

        Ye Dastur'e'Zaban Bandi Hai Kaisi Teri Mehfil Mein..
        Yahan To Baat Karne Ko Tarasti Hai Zaban Meri!!


        Comment


        • Re: ashaar

          Roatay hain dil k zakham tu hansta nahi koi.

          itna Faida tu muj ko tanhaiyon se hai.


          Comment


          • Re: ashaar

            Nahi Aise Satao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai,
            Kahin Se Lout Aao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai,
            Yaqeen Tumko Meri Baaton Pe Akhir Kyun Nahi Aata,
            Khudara Maan Jao Tum,, Mujhe Tanhayi Dasti Hai,
            Koi Dastak, Koi Aahat, Na Koi Ghar Pe Aaya Hai,
            Parindon!! Chehchao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai,
            Mujhe Lagta Hai Mujhko Ab Judayi Maar Dalay Gi,


            Comment


            • Re: ashaar

              Mujh Ko Mujh Main Jaga Nahi Milti
              Tu Hai Moujod Is Qadar Mujh Main


              Comment


              • Re: ashaar

                lipat rahi hai mujh se dard ki zanjeer ahista ahista
                mar dalai gi mujhe meri taqdeer ahista ahista
                tera intizaar bhi ho rha hai Na-gazeer ahista ahista
                janay kab ay ga meri rooh ka masihaa
                k mere hathoun se mit rahi hai eik lakeer ahista ahista


                Comment


                • Re: ashaar

                  jo meray ashk ki wuqa`at nahi samjh sakta
                  WO piyaas kia kissi ki kabhi bujhaa-ay gaa


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    mere hathon ki lakeeron main ye aeb chhupa hi mohsin
                    main jis ko chho lon wo mera nai rahta


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Ye Main b Kya hon Usse Bhool kar ussi ka raha
                      K jis ka sath na tha,Hamsafar ussi ka raha


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Main Na Hoon Gi Tou Meri Yaad Ki Baarish Ho Gi
                        Ek Pal Bhi Tujhey Tanha Na chorho'n Gi


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Rotha Tujh Se To Is Andaz Se Rothonga,
                          Tera Shehar Ki Metti Bhi Mere Wajud Ko tarsae Gi.


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Teri yadon ki barish barsti hay jab Bhi a dost
                            Ma bhegtii zarur hon magar palkon ki had tak


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Jesey tarasta hai shera shabnam k choonay ko "Wasi"..
                              Kabhi wesy RAB se tum bhi mujhey maang Lo..


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Roz Rotay Huay Kehti Hay Zindagi Mujh say

                                Sirf Aik Shakhs ki Khatir Mujhay Barbaad Na Kar


                                Comment

                                Working...
                                X