Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    tanhayion main beth kr kia sohtey ho tum
    kuch toh hamain btaao pareshan hum bhi hain


    Comment


    • Re: ashaar

      maghroor jo kehti hai to kehti rahay dunya
      ham mur kar kisi shakhs ko dekha nahi kartay


      Comment


      • Re: ashaar

        Dard kuch aur aata kr ki tairy dard nawaz,
        Yi sakhawat tairy maayar sy kam janty haiN.

        Sir barihna chaly aayaiN haiN ki pathar barsaiN,
        Hum tairy shihr k aain_o_karam janty haiN.


        Comment


        • Re: ashaar

          dil main hota toh kisi tor nikal bhi jata
          ab toh woh shakhs buht dooor talak hay mujh main


          Comment


          • Re: ashaar

            NendooN k baghawat say yi nuqsan howa hai,
            Aik shakhs k khwaboN ko tarasti rahi ankhaiN.


            Comment


            • Re: ashaar

              Qaissa e gham e hayat na pocho Ham se MOHSIN
              Bas jee rahe hain to samjho KAMAL kr rahe Hain


              Comment


              • Re: ashaar

                Hmary lehjy me ye twaazun bari sou'bat k bad aya,

                Kai mizajon k dasht dekhy, kai rawayyon ki khaak chaani....!!


                Comment


                • Re: ashaar

                  کہیں گویائی کے ہاتھوں سماعت رو رہی ہے
                  کہیں لب بستہ رہ جانے کی حسرت رو رہی ہے
                  یہ خاموشی نہیں سب التجائیں تھک چکی ہیں
                  یہ آنکھیں تر نہیں رونے کی ہمت رو رہی ہے


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    تیرے کرم سے اے کریم مجھے کونسی شے ملی نہیں
                    جھولی ہی میری تنگ ہے تیرے یہاں کمی نہیں ..


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Shaid kay mil sakein na naye mosamon main hum
                      jaati ruton kay aakhiri manzar bhi dekh lein


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Taiz Hwaoun ne t0rr di hain drakht0n ki Tehniyan....
                        .
                        .
                        .
                        Kesay kattay gi Raat , 'Parinday' Udaas hain!


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Dard ki aakhiri sarhad par yeh dil ko sahara hota hay
                          Har ek kaali raat kay peechay aik swera hota hay


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            sham hany ko hy or tere loat any ka
                            koi naamu nashn mere aas pas nahi


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Jaisy sahil sy chura laiti haiN Daman mojaiN,
                              Kitna sada hai taira mujh sy guraizaN hona.


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                chahay jaisa bhi hamsafar ho saddion se
                                raasta badalnay main dair kitni lagty hay


                                Comment

                                Working...
                                X