Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    jis ko b chaha hai bhari shidat se chaha hai faraz
    silsila toota nhe hai drd ki znjeer ka....


    Comment


    • Re: ashaar

      Tum nay toh keh diya kay muhabbat nahee mili
      hum ko toh yeh bhi kehnay ki fursat nahee mili


      Comment


      • Re: ashaar

        Ujale Apni yadon k hamare pas rehne do
        Na jane kis gali main zindagi ki sham hojaye


        Comment


        • Re: ashaar

          Rabtey had sey jo bhartey hain toh dukh miltey hain
          Isi wastey hum har shakhs sey kum miltey hain


          Comment


          • Re: ashaar

            Logo Ne Mere Gham Ka Tamasha Bana Dia,
            Mere Chaman K Sath Mera Dil Bhi Jala Dia.

            Apno Ne Mere Pyar Ka Kuch Yun Sila Dia,
            Ulfat K Badly Khoon K Aansu Rula Dia.


            Comment


            • Re: ashaar

              mushkilon ko jo aasan karna aata dost to

              kahan ye dunya kahan hamara fasana hota..


              Comment


              • Re: ashaar

                aik muddat se meri maa nahi soee tabish
                mai ne ek baar kaha thha mujhay darr lagta hai


                Comment


                • Re: ashaar

                  !! Hazaron Larkiyan aisi k har Larki pe Dam Nikle !!





                  !! Par Jis pe Zyada Dam Nikle wo Ghar se hi Kam Nikle !!


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Kabi zindgi se gala kar j roy
                    kabhi muot ki dua kar k roy
                    ajab salsala hai nazam e muhabt
                    adda kar k roy qaza kar h roy


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Mujhe rehti thi talab uski is shiddat se FARAZ
                      Woh kehte hai Yaad Aate ho hume bhi kabhi kabhi...


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Yun na mil mujh se khafa ho jaise

                        sath chal mauj-e-saba ho jaise

                        log yun dekh kar hans dete hain

                        tu mujhe bhool gaya ho jaise


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Youn na kia karo ser e mehfil wafa ka Tzkarrah
                          Kissi apnay ne sun lia to badnaam ho jao gay


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Alfaaz Tu Buhut Hain Meri Muhabbat Bayan Karne K Liye
                            Woh Meri Khamoshi Nahi Samjhta Mere Alfaaz Kahan Samjhe Ga


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Likhne se Pehle salam karte hai
                              Dard-e-dil se paigam karte hai
                              Ye mat samajhna ki hum bhul gaye hai tumhe
                              Yaad to tumhe hum subha-sham karte haiā€¦


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Meri hatho ki lakeero mei aik aib chupa hai MUHSIN
                                mei jis shaks ko choo lo woh mera nahi rehta


                                Comment

                                Working...
                                X