Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    in baadalon ka mizaaj mere meboob se bot milta hai
    kabi toot k barasty hain,kabi be rukhi se guzer jaaty hain


    Comment


    • Re: ashaar

      her waqt rulata hai woh had se zaida MOHSIN..
      hum jis ko tasawur main bhi rone nahi dayte


      Comment


      • Re: ashaar

        Ab mEry zikar pa Mozu he bDal data ha
        Vo jO hR bAAT pa deta tha hAwale mary


        Comment


        • Re: ashaar

          Ki muhabbat to siyasat ka chalan chor diya
          hum ager muhabbat na kerty to hukomat karte


          Comment


          • Re: ashaar

            kitabon sy dalilen doun,ya khud ko samny rakhoon……..
            wo mujsy pooch betha ha mohabbat kis ko kahty hain !!!!!!


            Comment


            • Re: ashaar

              Dekhi Jo Meri Nabz to ik Lamha Soch kar
              Kaaghaz Liya Aur Ishq ka Beemar likh Diya


              Comment


              • Re: ashaar

                Shikwa-e-ishq hy jurat-e-guftar ka paband..Lekin..
                Jo Lafzon main Bayan ho Mohsin Wo Muhabat nahi hoti


                Comment


                • Re: ashaar

                  Kuch log meri dunyia mein khushboo ki tarha hain *Mohsin*,
                  Roz Mehsoos to hotay hain Per dikhaai nahi daitay…..


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    kisi mor se shuru karein aa phir se zindagi…
                    Har shay jahan haseen thi, HUM TUM thy ajnabi.


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Ajab tarah k log bastay hain tere shehr main “Mohsin”
                      Anaa main mit jatay hain Muhababt nahi kartay……..!!


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Aj Bari Dair Tak Wo Mujhy Dekhta Raha mohsin
                        Na Jany Kyun Laga K Wo Mujhy Chor Jaye Ga


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Bin Maange Hi Mil jati Hain Taabeerain Kisi Ko FaRaZ
                          Koi Khali?? Haath Reh jata Hay Hazaro?n ?DUAOON? K Baad?.


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Aey Dekhne walay Apne Rab ka 'KARAM' daikh.!
                            Jo farishty sham ko tere gunah uske pas ly jaty hn,
                            Woh subha unhi kay haath tera Rizq bhej deta ha.!


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Door Se Hi Salam Dua Acchi Hai...!!

                              Milaao Haath To IshQ Galey Padta Hai....!!


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Jo Seeney Main Dharakta Hy
                                Mujhy Wo Dil Na Do Lekin,,

                                Jo Chahat Us k Andar Hy,,
                                Wo Mere Naam Tum Kr Do......!!


                                Comment

                                Working...
                                X