Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Salauddin Mengal Ka Intikhab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Salauddin Mengal Ka Intikhab

    haa!! nice collection MEngal broooo .. be happy :rose
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • Re: Salauddin Mengal Ka Intikhab

      Dil k dard ko dil dukhanay wala kaya janay
      pyar k riwaajon ko yeh zamana kaya janay

      hoti hai kitni takleef kabar main
      woh upar se phool rakhnay wala kaya jana
      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

      Comment


      • Re: Salauddin Mengal Ka Intikhab

        ab Ke Hum Bichray To Shayad Kabhi Khwabon Mein Milein
        Jis Tarhan Sookhay Huay Phool Kitabon Mein Milein
        Ab Ke Hum Bichray To Shayad...
        Dhond Ujray Huay Logon Mein Wafa Ke Moti
        Ye Khazanay Tuje Mumkin Hai Kharabon Mein Milein
        Ab Ke Hum Bichray..
        Tu Khuda Hai Na Mera Ishq Farshton Jaisa
        Donon Insaan Hain To Kion Itna Hijaabon Mein Milein
        Jis Taran Sookhay Huay Phool Kitabon Mein Milein
        Ab Ke Hum Bichrein To Shayad...
        Ghum E Dunya Bhi Ghum E Yar Mein Shamil Kar Lo
        Nasha Barhta Hai Sharabi Jo Sharabon Mein Milein
        Ab Na Wo Mein Hon Na Tu Hai Na Wo Mazi Hai Faraz
        Jaisay Do Saaay Tamanna Ke Sarabon Mein Milaein
        Jis Taran Sookhay Huay Phool Kitabon Mein Milein
        Ab Ke Hum Bichray To Shayad........
        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

        Comment


        • Re: Salauddin Mengal Ka Intikhab

          Kisse kya khabar hai kahan toot jayen
          Mohabbat ke darya main tinke wafa ke
          Na jaane yeh kis morr per doob jayen



          Ajab Dil ki basti ajab Dil ki vaadi
          Her ek morr mausam nayi Khushiyon ka
          Lagaye hain humne bhi sapno ke podde
          Magar kya bharosa yahan baarishon ka



          Muradon ki manzil ke sapno main khoye
          Mohabbat ki raahon pe hum chal parhe the
          Zara door chal ke jab Aankhein khuli to
          Karri dhoop main hum akele kharre the



          Jinhein Dil se Chaha jinhein Dil se pooja
          Nazar arahe hain woh hi ajnabi se
          Rivayat hai shayad yeh sadiyon purani
          Shikayat nahi hai koi Zindagi se
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • Re: Salauddin Mengal Ka Intikhab

            bohth shukriya app sab ka..
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment

            Working...
            X