Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

    Originally posted by thefire1 View Post
    sab pakRay gayay,:dance5: main nay jaan boojh kar question No. 32 ka adhoora jawab likha tha taakay pata laga sakoon kay koi meri lambi lambi response paRhta bhi hay kay nahin.... sab pakRay gayay, aap log jab paRhtay nahin hain tou kia main apna time waste kar raha hoon yaa yeh interview waqayi main mujhay yahan busy rakhnay kay liye liya jaa raha hay :kr:
    :lol

    well sab ney itna keh liya .. mey ney saarey sawal perhey even 32 bhi jitna aap ney likha utna hi perha :-D lol .... lekin Q 30 ka jawab abhi tak perha wo inshALlah bakion k sath perhtey hein...

    but your interview is going really good...
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #92
      Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

      Originally posted by thefire1 View Post
      Aisi bhi kia samjhadaari kay Jawab hi nahin likha :lol
      ap barey hain behtar jantey hain........:D
      .......................!!!!!

      Comment


      • #93
        Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

        Originally posted by Mr.Khan View Post
        Miyan Ali, u ke answers ki counting ka hisaab kuch barabar nahi beth raha hai :mm:
        lagey rahoo ...lagey rahoo.......372-haha
        .......................!!!!!

        Comment


        • #94
          Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

          Originally posted by thefire1 View Post


          42. Kinn baton main junooni hain?Junooni lol at Junooni, aisa kabhi hua tou nahi aur hona bhi nahin chayeh, har insaan main apnay aap ko qaboo main rakhnay ki salahiyat honi chayeh kiyonki insaan aksar junoon main aisay kaam kar jaata hay jis kay liye usay pachtaanay ka bhi mouqa nahin milta.

          43. Tatbeer ya taqdeer kis per yaqeen hay?aur mujhay un logon per baRa rishq hota hay jo apni na kaami ko taqdeer ka kia keh kar waqti apany ya auroon kay dil ko behla laitay hain.


          samajh nahin aayaaa :shyy:

          44. Kin dino ko yaad kartay hain?
          .

          soooo sweeeettt.)):

          48. Zindagi say kab nafrat hoti hay?
          Yahan mohabbat kay liye waqt nahin
          [/QUOTE]

          tabhi aap n time bachanay k liye aik saath 2 tajurnbaat kiye...:D
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #95
            Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

            Originally posted by Z. View Post
            :lol

            well sab ney itna keh liya .. mey ney saarey sawal perhey even 32 bhi jitna aap ney likha utna hi perha :-D lol .... lekin Q 30 ka jawab abhi tak perha wo inshALlah bakion k sath perhtey hein...

            but your interview is going really good...
            Thank you for your kind words :)
            sigpic

            Comment


            • #96
              Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

              Originally posted by *Halo* View Post
              Fire ji....mein apni lyee Coffee bana ki... ajj ki jawabat read karogi.
              Kia huwa chola jholtay jholtay kaafi banana yaad nahin raha kia, ya kaafi hi gir gayi......itna taiz jhoola jhoolain ji tou aisa hi hoga na :lol
              sigpic

              Comment


              • #97
                Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                Originally posted by sarooh View Post
                soch rahi hoon ek adad chashma khreed loon :think:
                haan khareed lain phir mujhay day daina, itna likhnay ka baad ankhian bohat bhoojal hojaati hain....
                sigpic

                Comment


                • #98
                  Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                  Originally posted by *Rida* View Post


                  RASHQ aana, yaani kisi per reham karna, yaa kisi ki halaat per sharm mehsoos karna kay woh apni ghaliti ko chupaanay ki koshish kar raha hay

                  samajh nahin aayaaa :shyy:

                  .

                  soooo sweeeettt.)):

                  48. Zindagi say kab nafrat hoti hay?
                  Yahan mohabbat kay liye waqt nahin
                  tabhi aap n time bachanay k liye aik saath 2 tajurnbaat kiye...:D[/QUOTE]

                  :lol woh tou mazaq kar raha tha, sach much main tou aisa nahin hosakta na kay insaan do do ishq kar lay :)
                  sigpic

                  Comment


                  • #99
                    Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Miyan Ali, u ke answers ki counting ka hisaab kuch barabar nahi beth raha hai :mm:
                    Khan sahab itna na khujayain daaRhi kay baal nikal jayain gain aur phir ugaay gain bhi nahi :lol

                    Darasal main nay aap logon ki chaaliki manzar-e-aam per laanay ki koshish ki hay, sawal aap 60 hi kartay hain kiyonki ek ek sawaal main 3, 3 , sawaal hotay hain, iss ko khetay hain "Hidden Questions", lagi kuch samajh main, CHALAKOOO :lol
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      haan khareed lain phir mujhay day daina, itna likhnay ka baad ankhian bohat bhoojal hojaati hain....

                      me admin hoti na tou urdu me likhna shart rakhti interviews me /oye
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Tou yeh lain janaab aglay 10 sawaalaat kay jawaabaat, khush rahyeh :)

                        .


                        44. Kin dino ko yaad kartay hain?

                        45. Dunya ki khatarnaak tareen makhlooq?


                        47. Aksar kia sochtay hain?
                        Kay kaash meray par hotay aur main poori duniya ki saair uR uR kar karta kiyonki mujhay travelling ka bohat shouq hay aur har nayi jaga discover karni ki khuwahish,
                        48. Zindagi say kab nafrat hoti hay?


                        50. jazbaat ka izhaar kaisay kartay hain?
                        Main umooman apnay dil main koi baat nahin rakhta, iss ka andaaza tou aap logon ko bhi ho gaya hoga meri posts paRh kar :lol haan unka izhaar achay aur mohazib andaaz main karta hoon aur koshish karta hoon kay meri baat say kisi ko koi takleef na ho, haq ki baat kehnay main, main kabhi sharm mehsoos nahin karta chahay who meray walid, baRay bhai behan hi kiyon na hoon, magar kabhi
                        bhi apni baat kehnay main badtameezi ka ansar shamil nahin honay dia!

                        44

                        hmmmmm
                        nostalgic hojata hai banda

                        45

                        sahee kaha/hmmm
                        wese aap kitnay khtrnaak hain Ali /cun

                        47

                        me b yehi sochti hoon /fly

                        48

                        chlain theek hai nae ki lakin nafrat ki tareef kya hai aapki nazar me:ANYWORD7

                        50


                        uffffff aap ka izhaar uffffff :garmi:

                        kya aam tour pe b itna hi boltay hain aap :lol
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                          Originally posted by thefire1 View Post

                          :lol woh tou mazaq kar raha tha, sach much main tou aisa nahin hosakta na kay insaan do do ishq kar lay :)
                          :khi:
                          Last edited by *Rida*; 7 October 2009, 10:11.
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                            44 HMMMMMMMM

                            45 Main kahan khatarnak likhta hoon, aisay khatarnak qisay humaray maashray main hotay hain unhi ka mushahida kar kay likhta hoon, srif aur
                            srif sachayi :)

                            47haan kitna acha feel hota hay na yeh soch kar :)

                            48 Nafraat bhi kia tareef kay qabil hay :) Nafrat insaan ko andar hi andar jalaati rehti hay aur aik aag see uss kay badan main jalti rehti hay jab tak insaan uss nafrat ki aag ko nahin bujhaata uss ko sukoon nahin milta, issi liye aisi aag apnay badan main kiyon paalna jis say humara wajood aik angaara ban jayay aur uss nafrat ki aag kobhujaanay kay liye aap kisi ko qatal karnay say bhi guraiz nahi karay, kiyonki aksar yeh nafart insaan ko aisa karnay per uksaati hay jo aam haalat main hum soch bhi nahin saktay :)

                            50 Main kahan bolta hoon itna
                            Do Char Lafz Keh Kay Main Khamoosh Hogaya
                            Woh Muskura Kay Bolay, Bohat Boltay Ho Tum :)




                            Originally posted by sarooh View Post
                            44

                            hmmmmm
                            nostalgic hojata hai banda

                            45

                            sahee kaha/hmmm
                            wese aap kitnay khtrnaak hain Ali /cun

                            47

                            me b yehi sochti hoon /fly

                            48

                            chlain theek hai nae ki lakin nafrat ki tareef kya hai aapki nazar me:ANYWORD7

                            50


                            uffffff aap ka izhaar uffffff :garmi:

                            kya aam tour pe b itna hi boltay hain aap :lol
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                              Originally posted by sarooh View Post
                              me admin hoti na tou urdu me likhna shart rakhti interviews me /oye
                              Meray paas URDU ka software hi nahin hay warna mujhay kahan shouq hay aap logon ko itni takleef dainay ka SORRY dear, issi per guzaara karna paRay ga aur meri khushnaseebi hain kay aap Admin nahin hain :lol
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                                41. Science ki behtreen aijaad?
                                Haan jee iss sawaal ka jawab main nay pehlay awaiayain nahin dia, meri naqis soch kay mutaabiq sciene ki sab say behtreen aijaad hay CIRCLE, hum apnay atraaf main hazaroon cheezain dekhtay hain, mean of transportation, education, space science, rocket science, internet, computer, you name it and this circle will always be a critical part of every invension. If you take out Circle from your life and try something with Rectangular or triangle shape, it wont work out. ![/QUOTE]


                                right... chali yah bata de science ki 1 badtareen ijaad kia hai...ek point mein jawab de 372-haha

                                42. Kinn baton main junooni hain?
                                Junooni lol at Junooni, aisa kabhi hua tou nahi aur hona bhi nahin chayeh, har insaan main apnay aap ko qaboo main rakhnay ki salahiyat honi chayeh kiyonki insaan aksar junoon main aisay kaam kar jaata hay jis kay liye usay pachtaanay ka bhi mouqa nahin milta.!

                                hmmm ....isa na mumkin hai jo ajj tak isaa na howa ho.... 372-shock

                                43. Tatbeer ya taqdeer kis per yaqeen hay?

                                right.... :clap:

                                44. Kin dino ko yaad kartay hain?

                                right.... issy hum be mehsoos or mazi ko yaad karti hai..

                                45. Dunya ki khatarnaak tareen makhlooq?
                                yeah 2oth century ki insaan khatarnak tareen makhloq bangye hai... phely kuch shraif thee.... :khi:
                                46. Subah ka aghaaz kis tarhan kartay hain?
                                Apni band ankhoon per apnay anghootay say sehlaatay huway Qalma-e-shaddat paRhta hoon aur ALHAMDULLILAH kehta hoon kay ALLAH SWT nay mujhay aik aur dinn iss aadhi mout (soonay kay baaray main kaha jaata hay kay jab insaan sou jaata hay tou who uss kay liye aadhi mout hay kiyonki usko khudh bhi pata nahin hota kay woh uth payay ga bhi nahin.) say mujhay uthaya aur phir Namaz-e-Fajr ada karta hoon...!
                                MASHALLAH!! :rose

                                47. Aksar kia sochtay hain?
                                Kay kaash meray par hotay aur main poori duniya ki saair uR uR kar karta kiyonki mujhay travelling ka bohat shouq hay aur har nayi jaga discover karni ki khuwahish, ALLAH SWT nay waisay mouqa dia kay duniya kay kuch mumalik ghoom sakoon jin main, Saudi Arabia, Dubai, Bahrain, Malaysia, Singapore aur Thailand shamil hain ab INSHALLAH next month bhi iraada hay jab sab set jojayay ga tou aap sab say aik baar phir Alwida lay lain gain :)..!
                                apki pass to par hai.. app ni MASHALLAH ramazan ki ba barakat maheeni mein Madina sharif or kabha gaye.... issy zayda kia chahye.

                                48. Zindagi say kab nafrat hoti hay?

                                49. Achanak chot lagnay per baysakhta kia kehtay hain?
                                ALHAMDULLILAH..!
                                good

                                50. jazbaat ka izhaar kaisay kartay hain?
                                Main umooman apnay dil main koi baat nahin rakhta, iss ka andaaza tou aap logon ko bhi ho gaya hoga meri posts paRh kar :lol haan unka izhaar achay aur mohazib andaaz main karta hoon aur koshish karta hoon kay meri baat say kisi ko koi takleef na ho, haq ki baat kehnay main, main kabhi sharm mehsoos nahin karta chahay who meray walid, baRay bhai behan hi kiyon na hoon, magar kabhi
                                bhi apni baat kehnay main badtameezi ka ansar shamil nahin honay dia!

                                zabardast!! buht acha.... :salam:

                                ajjj(5hrz ) itni tasali sy ek ek lafz read ki..... 372-haha :khi:
                                baqi jawabat ki intizar ......
                                Last edited by *Hala*; 7 October 2009, 17:31.
                                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                                :pr:

                                Comment

                                Working...
                                X