Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

    hehehhe.. realy app kuch zayada hai tabsaray karty ho... itni short short question ka itni lambi lambi jawabat...... 372-scare
    jokez apart.....

    really buht achi jawaabat dia hai appni.. pher kar acha laga... or kafi jaan kari hoi apki bari mein.....
    ALLAH PAk apki walid sahib ka magfirat farmye AMEEN.

    15. coolwater mein .....khushboo kaha sy agyee. ? :hhh:
    muhabbat wala jawab pe hansi ayee....

    waisy hum to tabsiraa nahi karskti... :shyy:
    in short words......thatz superb!

    baqi next ki lyee saturday tak intizar rahi ga...
    Last edited by *Hala*; 1 October 2009, 10:33.
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #17
      Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

      OK pukar lain waisay thefire1 bhi ajeeb nahin hay iss ki bhi kabhi khul kar defination doon ga, agar abhi likha tou kahin mujhay pegham per Pharmacy na khoolni paRay :lol

      Chalain iss baar tou hogaya agli baar Font ko baRa kar loonga, main darasal CHALAAKI kay saath size chota rakhta hoon taakay lambi lambi post choti choti lagay :lol

      Woh tou main paidaishi hoon, manjala aur manchala :lol

      Shurkiya... zarra nawazi hay aap ki :)

      Originally posted by saraah View Post
      hmmmmmmmmmmm

      mr ALI ..... plz dont mind the fire kehna ajeeb sa lagta hai
      aap ko koi aitraaz tou nae naam se puakaray jana?


      aur khudaraaaaaaaaaaaaaaaa font size barra kr lain :ANYWORDgm
      ser me dard shuru hogya /oye

      welllll :lol

      maza aaya achaa laga speacially aapka mohabbat wala jawaab.... sabat hogya aap waqai manchalay ho :lol

      aur aap ka intikhaab zabardst

      aur achaa hai aap k sochnay ka andaz......... good going :mashallah:
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

        Aap say kis nay kaha tha mera interview lainay ka aap ko tou pata lag gaya tha meray lambay lambay tabsaroon ka :)

        AMEEN kay ALLAH SWT meri Walida ko apnay jawahr-e-rehmat main jagah ata farmayay AMEEN.

        Cool water meri favourite perfume ka naam hay jis main KHUSBOO hi aati hay :lol

        Aap ki zarra nawaazi hay bohat bohat shukriya, haan intizaar karain Saturday tak... waisay bhi main nay 20 sawaal kay jawaab diye hain ab tou Monday tak baat jaani chayeh :lol

        Originally posted by *Hala* View Post
        hehehhe.. realy app kuch zayada hai tabsaray karty ho... itni short short question ka itni lambi lambi jawabat...... 372-scare
        jokez apart.....

        really buht achi jawaabat dia hai appni.. pher kar acha laga... or kafi jaan kari hoi apki bari mein.....
        ALLAH PAk apki walid sahib ka magfirat farmye AMEEN.

        15. coolwater mein .....khushboo kaha sy agyee. ? :hhh:
        muhabbat wala jawab pe hansi ayee....

        waisy hum to tabsiraa nahi karskti... :shyy:
        in short words......thatz superb!

        baqi next ki lyee saturday tak intizar rahi ga...
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

          Originally posted by thefire1 View Post
          Thank you Mr. Khan, Tanha Hasan, Saraah and Rida for welcoming me in this thread :)

          aur Rida jee nay tou WARN kardiya apnay welcome kay message main shayed WARM likhnay ki bajayay haqeqat type hogaya aur mujhay KHABARDAAR bhi kar dia :lol
          jeee sach post ho gaya tha mujh say :ohmy:..... lakin main nay tu foran post edit bhi kar di thi..... aap nay phir bhi dekh liaa...:shyy:
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #20
            Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

            Originally posted by *Rida* View Post
            jeee sach post ho gaya tha mujh say :ohmy:..... lakin main nay tu foran post edit bhi kar di thi..... aap nay phir bhi dekh liaa...:shyy:
            Main nay EDIT bhi paRh lia hay, aur sacayi chup nahin sakti banwat kay usoolon say, khushboo aa nahin sakti kabhi kaghaz kay phoolon say :lol
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

              Originally posted by thefire1 View Post
              Aap say kis nay kaha tha mera interview lainay ka aap ko tou pata lag gaya tha meray lambay lambay tabsaroon ka :)

              AMEEN kay ALLAH SWT meri Walida ko apnay jawahr-e-rehmat main jagah ata farmayay AMEEN.

              Cool water meri favourite perfume ka naam hay jis main KHUSBOO hi aati hay :lol

              Aap ki zarra nawaazi hay bohat bohat shukriya, haan intizaar karain Saturday tak... waisay bhi main nay 20 sawaal kay jawaab diye hain ab tou Monday tak baat jaani chayeh :lol
              ab to start hogya hai interview.....aur yah pe app jitna be chaye lambi jawab de sakti hai..... :thmbup:
              hum sab khushi sy pher legi. :think:
              ohh.... Cool water pefume hai.... :khi:
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #22
                Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                thik hay :)
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                  Wah jee waah buhat maza aaya or buhat acha laga Ali sahab aap ke baare me jaan kar,

                  or baqi sawaalon k jawabaat ka intizaar hai :)

                  May Allah Bless U ever , ever & ever :rose

                  Comment


                  • #24
                    Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                    Mujehy bhi sab ki tarhan bohot acha laga aap k baarey mey jan ker, baki sawalaat ka intezar rahey ga filhaal mey aap k pasandeeda ashaar apney sig. mey laga rahi hun :d
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      Wah jee waah buhat maza aaya or buhat acha laga Ali sahab aap ke baare me jaan kar,

                      or baqi sawaalon k jawabaat ka intizaar hai :)

                      May Allah Bless U ever , ever & ever :rose
                      Nawazish Khan Sahab iss izzat afzayi ki.

                      Jaldi hi post karoon ga agalay jawabaat..

                      May ALLAH SWT bless you and your family too AMEEN

                      Khush rahyeh :)
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                        Bohat nawazish aap ki Xai, zaroor INSHALLAH jald hi aglay sawaloon kay jawaabat bhi paish hojayain gain, bas himmat rakhain meray lambay lambay jawaab paRhnay ki :)

                        Shukriya kay aap ko bhi yeh shair pasand aaya, yaqeenan bohat hi qareb tar hay zindagi kay bilkhusoos meri zindagi kay itna sab kuch likhnay ka bawajood bhi aisa mehsoos hota hay jaisay kuch likha hi nahin aur humesha unn lafzoon ki talaash main dil lag jaata hay jissay khudh shayed dil bhi nahin jaanta.

                        Khush rahyeh :)
                        Originally posted by Z. View Post
                        Mujehy bhi sab ki tarhan bohot acha laga aap k baarey mey jan ker, baki sawalaat ka intezar rahey ga filhaal mey aap k pasandeeda ashaar apney sig. mey laga rahi hun :d
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                          Mein kuch late ho gaya

                          phir bhi

                          :welcome:

                          WELCOME JANAB
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                            Thank you Janab for welcoming me, it means a lot to me.... today is the day when I should post my second round of answers.... pehlay 20 kay jawab tou ussi din day diye thay :) but I am not sure that I will be able to answer today, aaj match jo hay will be busy in watching and praying for PAKSITAN victory. May ALLAH SWT grant us victory AMEEN.
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                              Assalaam-O-Alaikum ALL

                              SO here is the next round of answer. jaldi jaldi faarigh hojayon kiyonki shaam ko match jo dekhna hay :)

                              21. Apni Shaksiyat main kia cheese badalna chahtay hain?
                              Koshish tou bohat karta rehta hoon iss main nikhaar laanay ki, phir bhi koi bhi prefect nahin hosakta, kahin na kahin kami zaroor reh jaati hay, mujh main bhi hain kami aur main humesha koshish karta hoon kay un kami ko poora kar sakoon, khair aap nay aik ka poocha hay tou yehi kahoon ga kay huemsha kooshish karta hoon aur ALLAH SWT say dua bhi hay kay mujhay PURIKHLAQ insaan bana day, kay jab koi mulay tou mil kar humesha khushi mehsoos karay aur mazeed milnay ki khuwahish zahir karay AMEEN.

                              22. Agar mazhab main aik qatl ki ijaazat hoti tou kis ko qatal kartay?23. Mout say dartay hain?Mout say dartay nahin magar ussay yaad zaroor rakhtay hain aur kabhi uss ki tamanna bhi nahin ki. Kiyonki jab mout yaad rahay gi tou gunahoon say bhi bachtay rahay gain.

                              24. Apni koi achi aur buri aadat batayey?Achayi tou ALLAH SWT aur meray darmyan ka maamla hay aur ussay sar-e-aam kaisay discuss karoon, haan buri aadat yeh hay kay main har kisi per bohat jald bharosa kar laita hoon, halankay kayi baar dhoka bhi kaha magar iss aadat ko change nahin karsaka :)

                              25. Kis lamhay nay aap ki zindagi badal de?26. Bachpan main kia sochtay tha, baRay hokar kia banain gain?
                              Pata nahin, aisa kabhi kuch khuwab dekha hi nahin, waisay bhi hum bachay tou apnay waldain ki khuwab ki takmeel kartay hain, walida ki khuwahish thi kay main Doctor banoon, magar Doctor nahin ban saka uss waqt halaat aisay thay kay walid sahib sab bachoon ki parwarish karnay main itna save nahin karsaktay thay kay meri Doctor ki taleem ko afford karsaktay. Bas main khudh hi apnay hi school main sham ko part time clerk ki job kar kay aur shaam main apnay hi class kay bachoon ko tution day kar commerce main transfer hogaya halankay HSC science medical group main hi baRi mehnat say A grade main pass ki thi. Commerce main jaa kar mujhay bohat takleef hoyee kiyonki science say HSC karnay kay baad commerce main adjust hona mushkil tha. Magar khudh hi apnay notes tayyar kiye, aaj bhi meray notes college main use ho rahay hain :) aur aaj Master bhi kar kay farigh hogayay aura b PhD karnay waala hoon management main aur ALLAH SWT kay karam say bohat hi handsome job bhi chal rahi hay.

                              27. Kaun say alfaz ya muhawarray ziyada istimaal kartay hain?28. Aaj kal Pakistan kay haalat ka kaisay jaiza laitay ho aap?
                              Uff kia pooch liya, phir kehtay hain kay itnay lambay lambay tajziye kiyon kartay hain, main 14 August ko Pakistan kay baaray main kuch likha ussay aap sab ki nazar karta hoon

                              Pakistan at 62-Facts uncovered


                              Pakistan is the sixth most populous country in the world and has the second largest Muslim population in the world after Indonesia was emerged on 14th August as one single nation. Pakistan was pledged to be the land of peace and harmony and where the laws of Allah will be followed. Like all newly founded nation this nation was faced with some early crisis but somehow it emerged as a prosperous state which was on the road of development. As years passed it turned from an agricultural country to semi industrial country and many reforms were introduced. But along with all the development several problems were arising. Most of them were due to the growing power and economy. Better standards of life were introduced and naturally everyone desired to get the best of these luxuries.

                              A system of hierarchy was formed in Pakistan: an upper class which possessed immense wealth and power; a lower class which labored away in poverty and substandard conditions and a middle class having some facilities and not others. The upper class hoarded all the wealth while the lower classes worked all their lives to gain nothing. This desire to get power and wealth than gave rise to corrupt rulers who lacked in education and skills required to run a country and wanted to acquire wealth and property by hook or crook. Corrupt rulers lead to corrupt ministries to corrupt administrators to corrupt workers and hence the entire society was based on corruption.

                              Pakistan, a state made to free the Muslims of the subcontinent so that they could develop in all fields of life and their rights will be given. In this very country we see no development in any field of life and no rights are given to anyone. In every department there is an immense amount of negligence. Electricity for instance is a major issue nowadays. One would ponder that in 62 years a country was not able to develop a system to generate electricity and the people in charge believe that they could use the few dams they had built to generate electricity forever.

                              Water another major problem. In 62 years a proper system of water supply and sanitation could not be developed. Even after 62 years the people of this country are forced to drink unhygienic and unclean and mixed with sewage.

                              One of key difference between a developing country and a developed country is the power management. Electricity has become a basic need, and its unhindered, continuous and smooth supply is the necessity, but in countries like Pakistan, its still a luxury and more or less an elusive dream.

                              According to the labour department sources, approximately 800,000 labourers have been dispelled from their jobs, while, 400,000 to 800,000 laborers were receiving less wage.

                              The greatest issue of them all; food. An agro based country cannot even produce enough food to feed its own people. In 62 years agriculture has developed in such a way that the people of this country are unable to get wheat, rice, maize, sugar and meat. And the prices of food have gone sky high.

                              Education, so what else is new? Except for the fact that in 62 years the syllabus and pattern if papers has hardly changed. Students are forced to give an exam which requires rote learning rather than intellect. And the system of taking exams is so poorly developed that students are not even provided with staplers to join their sheets.

                              Unemployment is a central problem because when unemployment is high, resources are wasted and people's incomes are depressed;. The unemployment rate of Pakistan is 8.3% plus substantial underemployment.

                              Growing ethnic violence is gripping the country which is creating panic among the citizens of Pakistan since many years among various ethnic entities such as SINDHI, MOHAJIR,BALOUCH, PUNJABI and PUSHTOON. Specially Karachi, Pakistan's financial capital, has a long history of ethnic, religious and sectarian violence

                              Pakistan has suffered several suicide bombings over the past five years, spread across the country; Pakistan is fighting a deadly, cunning, sophisticated and resourceful Islamist insurgency.


                              MY MESSAGE IS STILL THE SAME: Please be unite and love your country and avoid dividing yourself into sects. We should feel and make ourselves a PROUD and BELOVED citizen of this BELOVED country.


                              29. Agar aap power main aagayay tou mulk kay liye kia karain gain?
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                                buht umdha jawabat pherni ko mile..
                                thanko
                                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                                :pr:

                                Comment

                                Working...
                                X