Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

    Originally posted by Mr.Khan View Post
    Nahi Nahi Nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii iiii...........................

    Aisa nahi ho sakta Judge Sahab
    :tasali:

    me ko dantney ka nateeja dekh liya.......
    .......................!!!!!

    Comment


    • #47
      Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

      Originally posted by thefire1 View Post
      bhatakti rooh ko ghonsa maari ab tou aap ki khair nahin ab tou raat ko yeh bhatakti rooh aap ka jeena haram kar day gi 372-shock
      aisii bhi zaalim nai hoon ......:shyy:
      .......................!!!!!

      Comment


      • #48
        Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

        Originally posted by bhataktii rooh View Post
        aisii bhi zaalim nai hoon ......:shyy:
        Andaaza nahin tah mujhay, kia hay na kabhi kisi rooh say paala nahin paRa mera, pehla pehla experince hay samajhnay main time tou lagay ga na :)
        sigpic

        Comment


        • #49
          Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

          Originally posted by bhataktii rooh View Post
          me ne tu dhoond liya tha ......:hairdrayer:...ap ka knowledge dekh rahii thii......
          Qurbaan jaon u ki investigation per :lol
          Originally posted by thefire1 View Post
          Main kiyon hawa dainay laga main tou poori aag doonga :lol
          Han han u se umeed bhi yahi ki jaa sakti hai
          Originally posted by bhataktii rooh View Post
          :tasali:

          me ko dantney ka nateeja dekh liya.......
          Han u ki waja se aisa to hona hi tha na

          Comment


          • #50
            Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

            Originally posted by thefire1 View Post
            Andaaza nahin tah mujhay, kia hay na kabhi kisi rooh say paala nahin paRa mera, pehla pehla experince hay samajhnay main time tou lagay ga na :)
            acha agar ye baat hai tu ......take ur time.......:)

            sirf apna mera nai ........mera time barra qeemtii hai........:D
            .......................!!!!!

            Comment


            • #51
              Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              Qurbaan jaon u ki investigation per :lol
              abhi eid-ul-azha mai time hai....tab tak sabar kar lein gey plz....372-haha

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              Han u ki waja se aisa to hona hi tha na
              :hairdrayer:
              .......................!!!!!

              Comment


              • #52
                Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                abhi eid-ul-azha mai time hai....tab tak sabar kar lein gey plz....372-haha


                :hairdrayer:
                Eid-ul-azha nahi abi 4 month ka time hai qurban hone me 372-scare

                Comment


                • #53
                  Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                  Originally posted by bhataktii rooh View Post
                  acha agar ye baat hai tu ......take ur time.......:)

                  sirf apna mera nai ........mera time barra qeemtii hai........:D
                  haan lag raha hay kay aap ka time waqayi kitna keemti hay :lol
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    haan lag raha hay kay aap ka time waqayi kitna keemti hay :lol
                    kii matbul.........:shyy:
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #55
                      Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                      Chlain janab... third round of answers are ready to be posted....


                      30. Dosti mohabbat main badal sakti hay, kia mohabbat dosti main badal sakti hay, jo bhi aap ka jawab ho daleel kay saath wazahat karain?






                      31. Faisla kartay waqt dil-o-dimagh ki jang ho tou aap kis ki maanain gain?
                      Faisla wohi acha hota hay jis main dili jazbaat kay saath saath dimagh ki wusaat aur halaat ki jaankaari hona bohat zaroori hay. Har insaan jo faisla karta hay who uss kay apnay mafaad kay liye behtar hota hay chahay uss kay faislay say kisi aur ko nuqsaan kiyon na poohancha raha hoon
                      Main Nay Jab Uss Kay Zehan Say Sochay Thay Masalay


                      Jahan tak meri zaat ka sawaal hay tou main nay humesha faislay soch samajh kar kiye hain, jis main tajurba, halat per nazar aur dili jazbaat sab ki shamooliyat ho chahay uss main mera nuqsaan hi kiyon na ho, haq aur sahi faisla karna bhi aik AMAANAT hay jis ka jawab agar duniya main koi talab karay ya na karay magar aakhirat main uss ka jawabday hona paRay ga!

                      32. Science ki behtreen aijaad?
                      Science ki sab say behtreen aijaad

                      33. Ghussa kin baatoon per aata hay?
                      Main umooman aik thandi nature ka insaan hoon aksar ghussay per qabool kar laita hoon magar ghussa aik fitri amal hay aur mujhay uss waqt bohat ghussa aata hay jab bhi koi Mard kisi aurat per haath uthaata hay, mujhay aisay mard say bohat sakht nafrat hay!

                      34. Jhoot Kab boltay hain? Aur
                      Koshish karta hoon aur ALHADULLILAH bohat hadh tak kamyaab bhi hoon kay jhoot na boloon chahy kuch bhi ho jayay sachayi ka saath daita hoon humesha.

                      35. Sach kab boltay hain?
                      Humesha aur jhoot say door hi rehnay ki koshish karta hoon.

                      36. Kin cheeson per dil khool kar kharch kartay hain?
                      Yeh tou meray aur meray ALLAH SWT ka mamla hay manzar-e-aam per nahin laana chahta.

                      37. Aur apnay liye sab say qeemti cheese kia khareedi?
                      Khana-e-Kaaba aur Masjid-e-Nabwi SAW ki ziyarat.

                      38. Kaun sa mousam enjoy kartay hain?
                      Sab hi mousam bohat achay say enjoy karta hoon magar phir bhi monsoon yaani barish ka maousam bohat dilkash lagta hay.

                      39. Kin cheeson kay baghair ghar say nahin nikaltay?
                      Mobile, wallet aur car ki chaabi offcourse kapRay bhi pehanta hoon :lol

                      40. 24 ghantoon main pasandeeda waqt?
                      Fajr ki namaz kay baad jab masjid say bahar nikalta hoon, tou parindoon ki chechihat, subah ko manzar bohat hi khooobsurat lagta hay, zaroor mushahida jijyey ga, you would love it, its personal experience.

                      41. Bachpan wala sawaal tou repeat horaha hay :lol
                      Last edited by thefire1; 4 October 2009, 13:11.
                      sigpic

                      Comment


                      • #56
                        Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Eid-ul-azha nahi abi 4 month ka time hai qurban hone me 372-scare
                        waah bhaijaan.......
                        acha zara sa detail mai jaye....
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #57
                          Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          Chlain janab... third round of answers are ready to be posted....


                          30. Dosti mohabbat main badal sakti hay, kia mohabbat dosti main badal sakti hay, jo bhi aap ka jawab ho daleel kay saath wazahat karain?

                          kiyonki agar mohabbat hay tou dosti hay warna bina mohabbat kay dosti ka wajood hi kaisa.




                          31. Faisla kartay waqt dil-o-dimagh ki jang ho tou aap kis ki maanain gain?
                          Faisla wohi acha hota hay jis main dili jazbaat kay saath saath dimagh ki wusaat aur halaat ki jaankaari hona bohat zaroori hay. Har insaan jo faisla karta hay who uss kay apnay mafaad kay liye behtar hota hay chahay uss kay faislay say kisi aur ko nuqsaan kiyon na poohancha raha hoon
                          Main Nay Jab Uss Kay Zehan Say Sochay Thay Masalay


                          Jahan tak meri zaat ka sawaal hay tou main nay humesha faislay soch samajh kar kiye hain, jis main tajurba, halat per nazar aur dili jazbaat sab ki shamooliyat ho chahay uss main mera nuqsaan hi kiyon na ho, haq aur sahi faisla karna bhi aik AMAANAT hay jis ka jawab agar duniya main koi talab karay ya na karay magar aakhirat main uss ka jawabday hona paRay ga!

                          32. Science ki behtreen aijaad?
                          Science ki sab say behtreen aijaad

                          33. Ghussa kin baatoon per aata hay?
                          Main umooman aik thandi nature ka insaan hoon aksar ghussay per qabool kar laita hoon magar ghussa aik fitri amal hay aur mujhay uss waqt bohat ghussa aata hay jab bhi koi Mard kisi aurat per haath uthaata hay, mujhay aisay mard say bohat sakht nafrat hay!

                          34. Jhoot Kab boltay hain? Aur
                          Koshish karta hoon aur ALHADULLILAH bohat hadh tak kamyaab bhi hoon kay jhoot na boloon chahy kuch bhi ho jayay sachayi ka saath daita hoon humesha.

                          35. Sach kab boltay hain?
                          Humesha aur jhoot say door hi rehnay ki koshish karta hoon.

                          36. Kin cheeson per dil khool kar kharch kartay hain?
                          Yeh tou meray aur meray ALLAH SWT ka mamla hay manzar-e-aam per nahin laana chahta.

                          37. Aur apnay liye sab say qeemti cheese kia khareedi?
                          Khana-e-Kaaba aur Masjid-e-Nabwi SAW ki ziyarat.

                          38. Kaun sa mousam enjoy kartay hain?
                          Sab hi mousam bohat achay say enjoy karta hoon magar phir bhi monsoon yaani barish ka maousam bohat dilkash lagta hay.

                          39. Kin cheeson kay baghair ghar say nahin nikaltay?
                          Mobile, wallet aur car ki chaabi offcourse kapRay bhi pehanta hoon :lol

                          40. 24 ghantoon main pasandeeda waqt?
                          Fajr ki namaz kay baad jab masjid say bahar nikalta hoon, tou parindoon ki chechihat, subah ko manzar bohat hi khooobsurat lagta hay, zaroor mushahida jijyey ga, you would love it, its personal experience.

                          41. Bachpan wala sawaal tou repeat horaha hay :lol
                          ........
                          yeh line bhut achii lagii......
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #58
                            Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post
                            waah bhaijaan.......
                            acha zara sa detail mai jaye....
                            Detail to abhi mujhy khud nahi pata :embarasse

                            Comment


                            • #59
                              Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                              Originally posted by Mr.Khan View Post
                              Detail to abhi mujhy khud nahi pata :embarasse
                              chalye khair hai jub pata chaley tu bata dejiye ga.....teddy
                              waisey maza barra aye ga na......372-haha
                              .......................!!!!!

                              Comment


                              • #60
                                Re: In The Spotlight ~*theFire1 ji~*

                                Khan sahab buray phansay, ab panga liya hay tou batayain detail... main nay kaha tha yeh batakti aatma aap ko nahin choRay gi, aagayi na phir pooray 6 ghantay 21 minutes baad :lol
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X