Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

    Tareekh Ko Yaad Rakhnay Kay Bajaye, Tareekh Bananay Ki Fikar Karna Chahiye.
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #92
      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

      Chottay Zehan Main Humaysha Khowaish, Or Baray Zehan Main Humaysha Maqsad Hota Hay.
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • #93
        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

        Har Maslah Ka Koii Na Koii Hal Zaroor Hota Hay, Us Hal Ki Moujoodgi Kay Ahsaas Ka Naam Umeed Hay.
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #94
          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

          Aankh Kay Pani Or Samandar Kay Pani Main Sirf Jazbaat Ka Faraq Hota Hay.
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #95
            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

            Ager Teri Dono Aankhain Salamat Hon Tu Phir Bhi Ak Aankh Walay Ko Hiqarat Say Na Dekho, Shayed Wo Tujh Say Ziada Sahib -e- Nazar Ho.
            Last edited by I Am In Love; 14 January 2014, 14:11.
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #96
              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

              Achi Kahani Wo Hoti Hay Jo Tumhay Ye Mehsoos Karaye Keh Is Kay Kirdaar Tum Bhi Ho Saktay Ho.
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #97
                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                Haiwaan Ki Khobi Us Ki Jismani Taaqat Or Insaan Ki Khoobi Us Ka Aala Ikhlaaq Hay.
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #98
                  Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                  Na Umeed Shaks Har Acha Mouqa Ganwa Deta Hay, Or Pur Umeed Shaks
                  Pareshani Main Bhi Mouqa Talash Kar Laita Hay.
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #99
                    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                    Khamoshi Say Dukh Sehnay Ki Aadat , Ebadat Main Shumaar Hoti Hay.
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                      Jo Shaks Waqt Barbaad Karnay Ka Aadi Hay, Wo Aisi Ghari Ki Tarah Hay
                      Jis Main Dono Soiyaan Na Hon, Aisi Ghari Chalay Tu Kia Na Chalay Tu Kia .
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                        ٭ جو شخص کل اپنی موت کا دن سمجھتا ہے اسے موت آنے سے کوئی تکلیف نہیں ہوتی۔

                        Comment


                        • Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..


                          ٭ انسان گنا ہ کرنے کی وجہ سے جہنم میں نہیں جاتا، بل کہ گناہ پر مطمئن رہنے اور توبہ نہ کرنے کی وجہ سے جہنم میں جاتا ہے۔

                          Comment


                          • Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                            ٭ بے شک صدقہ کے ذریعہ سے اللہ عمر بڑھا دیتا ہے اور بری موت کو دفع فرماتا ہے۔

                            Comment


                            • Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..


                              ٭ آپ کے لیے جو لوگ کام کرتے ہیں ان کے ساتھ ہمیشہ احسان کرو اور ان کے ساتھ اچھے سے رہو۔

                              Comment


                              • Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                                ٭ کھانے کو ٹھنڈا کر لیا کرو کہ گرم کھانے میں برکت نہیں ہوتی۔

                                Comment

                                Working...
                                X