Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

    Rishtay Tab Tak Aham Nahi Hotay, Jab Tak Hum Unhain Aham Na Samjhay.
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #17
      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

      Dunya Ko Jeetna Chahatay Ho Tu Aawaz Main Narmi Paida Karo.
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • #18
        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

        Jin Logon Main Ziada Khoobiyaan Hon Un Ki Khaamiyaan Nazar Andaz Kar Do.
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #19
          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

          Himmat Haarna, Nakami Ki Taraf Pehla Qadam Hay.
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #20
            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

            Zindagi Baraf Ki Manind Hay Jo Lamha Lamha Pighal Rahi Hay.
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #21
              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

              Muskurahat Aisa Fun Hay Jo Aap Ki Maqboliyat Main Izafa Karta Hay.
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #22
                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                Koii Cheez Chotti Us Waqt Nazar Aati Hay Jab Usay Dorr Say Dekha Jaye Ya Garoor Say.
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #23
                  Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                  Mayosi Insan Ki Sab Say Bari Dushman Hay

                  Dushman Say Ak Baar, Or Dost Say Hazaar Baar Daro Kyun Keh Usay Tumhari Kamzoriyaan Maloom Hain.
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #24
                    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                    Jo Shaks Apnay Ikhlaaq Ki Qasmain Khaye, Us Per Aitabar Mat Karo,
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • #25
                      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                      Haqiqi Galati Wo Hay Jis Say Hum Kuch Nahi Seekhtay.
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • #26
                        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                        Naik Amal Wo Hay Jis Per Logon Ki Tareef Ki Umeed Na Rakhi Jaye.
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • #27
                          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                          Gussa Ak Aandhi Hay Jo Aqal Kay Charag Ko Bujha Deti Hay.
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • #28
                            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                            Maaf Karna Insan Kay Ikhtiyaar Main Hay, Mager Bhula Dena Nahi.
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • #29
                              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                              Baaz Ouqaat Bhalai Kesi Or Kay Sath Ki Jati Hay Or Us Ki Qdar Koii Or Karta Hay.
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • #30
                                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                                Zindagi Itni Talkh Nahi Keh Us Say Bhaga Jaye, Mager Ye Itni Shereen Bhi Nahi Keh Is Kay Pechay Bhaga Jaye.
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X