Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

    Sarak Chahay Kitni Hi Khoobsorat Kyun Na Ho, Lakin Paidal Chalnay Walon Ko Thaka Deti Hay.
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #32
      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

      Humdardi Ka Ak Lafz Hazaron Zakhmon Per Marham Rakh Deta Hay.
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • #33
        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

        Mohabbat Ya Izzat Kabhi Sakin Nahi Rehti, Ager Na Barhay Tu Kam Ho Jati Hay.
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #34
          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

          Dunya Kay Kachay Makaan Ko Na Dekho, Balkay Apnay Pakkay Makaan ( Qabar) Ki Fikar Karo.
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #35
            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

            Dost Ki Soorat, Shohrat Or Doulat Ko Na Dekho, Balkay Us Ki Seerat Ko Dekho.
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #36
              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

              Aajiz Or Miskaan Ban Kar Raho, Is Say Martaba Milay Ga.
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #37
                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                Is Qdar Mehnat Kar Keh Dunya Main Kesi Ka Mohtaj Na Ho.
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #38
                  Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                  Ahsaan Dushman Ko Bhi Zer Kar Deta Hay.
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #39
                    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                    Dosron Ki Galatiyaan Bhool Jao, Mager Apni Har Giz Mat Bholo.
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • #40
                      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                      Sukh Or Musarrat Aisay Etar Hain Keh Inhain Jitna Chirko Gaye Utni Hi Khushboo Milay Gi.
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • #41
                        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                        Mulazim Say Apna Raaz Kehna, Usay Mulazim Say Malik Bana Laina Hay.
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • #42
                          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                          Gussa Thori Dair Or Garoor Humaysha Ki Dewangi Hay.
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • #43
                            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                            Us Azeeyat Ko Bhool Jao, Jo Kesi Say Tum Ko Pohchay,
                            Lakin Us Azeeyat Ko Mat Bholo, Jo Tum Kesi Ko Pohchatay Ho.
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • #44
                              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                              Jab Rishwat Darwazay Say Dakhil Hoti Hay Tu Amanat Khirki Ki Rah Say Nikal Jati Hay.
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • #45
                                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                                Zabaan Insan Ki Aqal Kay Saharay Chalti Hay.
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X