Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

    As Salam o Alaikum .
    Ak Naya Silsala ..

    Aqwaal -e- Zareen ..



    Momin Apnay Ahsaan Ko Posheeda Rakhta Hay.


    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

  • #2
    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

    Naiki Karnay Main Dair, Or Badla Lainay Main Jaldi Na Karo.
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #3
      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

      Buaray Log Achi Baat Main Bhi Buraii Nikaal Laitay Hain
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • #4
        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

        Toti Hoii Dosti Dobara Jurr Tu Sakti Hay, Lakin Sabit Nahi Reh Sakti.
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #5
          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

          Kesi Ko Panay Ki Tamanah Na Karo, Khud Ko Is Qabil Bana Lo Keh Dosray Tumhay Panay Ki Tamanah Karnay Lagay.
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #6
            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

            Waqt Un Ki Qdar Karta Hay, Jo Waqt Ki Qdar Kartay Hain.
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #7
              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

              Mayosi Ak Daldal Hay, Aap Is Main Pehla Qdam Rakhtay Hain, Dosra Qdam Aap Ko Nahi Rakhna Parta,
              Kyun Keh Daldal Ko Humaysha Pehlay Qdam Ka Intazar Hota Hay.
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #8
                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                Ager Bhookay Kay Samnay Gao Gaye Tu Wo Apnay Pait Say Tumhara Gaana Sunay Ga.
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #9
                  Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                  Ager Insan Kaamil Hay Tu Shaitaan Ko Bhi Ye Taaqat Hasil Nahi Keh Wo Usay Gumrah Kar Sakay.
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #10
                    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                    Jo ALLAH Kay Kaam Main Lag Jata Hay ALLAH Us Kay Kaamo Main Lag Jata Hay.
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • #11
                      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                      Jald Bazi Main Nidamat Or Thehar Thehar Kay Kaam Karnay Main Salamti Hay.
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • #12
                        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                        Kamyab Insan Wo Hay Jis Kay Eraday Mazboot Hon.
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • #13
                          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                          Talwaar Do Qisam Ki Hoti Hay, Ak Loohay Ki Or Dosri Mohabbat Ki, Loohay Ki Talwaar Ak Ko Do Karti Hay Or
                          Mohabbat Ki Talwaar Do Ko Ak Karti Hay.
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • #14
                            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                            Zindagi Kay Dukh Hi Darasal Aadmi Ko Insaan Banatay Hain.
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • #15
                              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                              Jo Unchi Jaga Per Hotay Hain Unhain Ziada Toofan Or Aandhiyon Ka Samna Karna Parta Hay.
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment

                              Working...
                              X