Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

    Apni Dua Main Ye Zaroor Maango Keh Tumhara Ikhtataam Emaan Per Ho.
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #77
      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

      Khairaat , Maal Main Izafa Karti Hay.
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • #78
        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

        Rishwat, Insaaf Ko Kha Jati Hay

        Jhoot Rizq Ko Kha Jata Hay
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #79
          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

          Sadqa, Haadsati Mout Say Bachata Hay.
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #80
            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

            Dunya Ka Ghum DIL Main Tareeki, Or Aakhrat Ka Ghum DIL Main Noor Paida Karta Hay.
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #81
              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

              Doulat Kay Bhookay Ko Kabhi Haqiqat Raahat Nahi Milti.
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #82
                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                Jo Log Apna Ghum Chupa Kar Muskuratay Hain Wo Azeem Hotay Hain
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #83
                  Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                  Zameer Humaray Andar Ki Aawaz Hay Jo Humay KhabarDar Karti Hay Keh Koii Humay Dekh Raha Hay.
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #84
                    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                    Mustaqil Mizaaji Kanton Ko Phool Bana Deti Hay.
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • #85
                      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                      Mujhaye Howay Phool Bahaar Main Taza Ho Saktay Hain, Lakin Guzray Howay DIN Kabhi Lout Kar Nahi Aatay.
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • #86
                        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                        Aadat Ya Tu Behtareen Ghulam Hoti Hay Ya Badd Tareen Aaqa ...
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • #87
                          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                          Mehnati Aadmi Ka Haath, Us Ko Kabhi Na Kabhi Doulat Mand Bana Deta Hay.
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • #88
                            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                            Zabaan Ki Khata, Paon Ki Lagzish Say Ziada KhaterNaak Hay.
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • #89
                              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                              Kesi Ko Izzat Day Kar Hi Izzat Paii Jati Hay.
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • #90
                                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                                Khush Mizaaji Humaysha Khoobsorati Ki Kami Ko Pura Karti Hay,
                                Lakin Khoobsorti Khush Mizaaji Ki Kami Ko Pura Nahi Kar Sakti.
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X