Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

    Umeed, Zindagi Ka Langar Hay.

    Mazloom Ki Badd Dua Zalim Ki Mout Ka Elaan Hay.
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • #47
      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

      Sachay Shaks Ko Humaysha Buzurgi Or Izzat Milti Hay.
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • #48
        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

        Khamoshi, Fatah Mandi Hay, Bagair Hathyaar Kay.
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #49
          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

          Hassad Na Karo, Laraii Jhagray Say Bacho.
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #50
            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

            Apnay Zaat Ki Hifazat Karo Warna Tumhara Wajood Us Pattay Ki Daastan Ban Kar Reh Jaye Ga,
            Jo Hawa Kay Saharay Be Manzil Raaston Per Safar Kar Kay Ak Din Kesi Kay Qadmo Talay
            Raiza Raiza Ho Jata Hay.
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #51
              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

              ALLAH TAA'LAH Ko Ak Mano Or Usi Say Maghfarat Talab Karo.
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #52
                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                EmaanDari Falahi Maashray Kay Liye Be Hadd Zarori Hay.
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #53
                  Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                  ALLAH TAA'LAH Ki Rehmat Say Kabhi Mayoos Na Ho.
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #54
                    Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                    Jab Hum Kesi Ko Achay Rastay Per Nahi Chala Saktay Tu
                    Us Ko Galat Rastay Per Chalnay Ki Targeeb Bhi Nahi Deni Chahiye.
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • #55
                      Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                      Moun Say Koii Aisi Baat Na Nikalo, Jo Kesi Ko Buri Lagay.
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • #56
                        Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                        Humaysha Baron Ka Ahtaraam Karo, Is Say Tumhay Kamyabi Hasil Ho Gi.
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • #57
                          Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                          Apnay Aamaal Aisay Banao Keh Qayamat Kay Din Jannat Tumhari Muntazir Ho.
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • #58
                            Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                            Elim Aisi Doulat Hay, Jo Kabhi Khatam Nahi Hoti, Balkay Barhti Jati Hay.
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • #59
                              Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                              Na Laikon Kay Pass Beth Kar Koii Laa'iq Nahi Banta.
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • #60
                                Re: Lafz Lafz Mouti ........ (Aqwaal -e- Zareen ..

                                Insan Khud Garz Ho Jaye Tu Achay Buray Ki Tameez Bhula Bethta Hay.
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X