Re: 'Express yourself'
Hamzad woh ham per musalat nahin, ham ney unhein khud per musalat kar rakh hai - kis tarha? Dekho, Allah Tala farmatey hain keh jaisi qomein hoti hain ham unko leader bhi waisey hi detey hain - Jab tak hamari qom mein shaoor pedah nahin hota, yeh na'soor ham per musalat rahein gey - ab dekho na - Nawaz Shareef ka sab ko patah hai keh 2 baar apney dor-e-hakoomat mein loot'ta raha hai, phir bhi ham us per aetbar kar rahey hain :) - Isi tarha BEBEY JI NAZEER hain - to qasoor to hamara apna hai - Altaf Hussain Briton mein beth ker Karachi key naujawano ko faqt apni zehni bala'dasti per katwata hai to qasoor kiska hai?
Originally posted by hamzad
View Post


aap ke khud ke mulk mein kya ho raha hai us ki khaber rakhiye aap...... avein jhanak tank na kiya kijye...

Comment