Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by Xenya View Post
    @topic

    still beymaar

    Oho Zinia bacha kya ho geya hai aap ko - Allah Tala aap ko shifa dein aamen aur aap ka bukhar fari ko mil jaey :lol
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by sccorpion81 View Post
      :comfort:
      Originally posted by *Fari* View Post
      awwwwwwww :hug:

      meri friend kitni bemar ha.........ALLAH ap ko shifa ata farmaien(Amee):dua
      bohot ziada fari :(

      mey kal bhi uni. nahi gai thi aur aaj bhi ....

      n ameen :rose
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: 'Express yourself'


        hmmmmm:) very nice
        Thanx a lot ..
        sigpic

        Comment


        • Re: 'Express yourself'

          Lahore Airport key bahir aik kaafi badi screen nazar aaey gi aur us per likha ho ga: KHABARDAR IS SHEHAR PER FARI KA SAYA HAI IS MEIN DAKHIL HONEY SEY PEHLEY AAYAT PARH LIYA KAREIN TAKEH FARI KEY SHAR SEY MEHFOOZ RAHEIN :kr::kr::kr::kr::kr:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by Masood View Post
            Oho Zinia bacha kya ho geya hai aap ko - Allah Tala aap ko shifa dein aamen a
            ameen :dua

            ur aap ka bukhar fari ko mil jaey :lol
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • Re: 'Express yourself'

              Originally posted by Masood View Post
              Lahore Airport key bahir aik kaafi badi screen nazar aaey gi aur us per likha ho ga: KHABARDAR IS SHEHAR PER FARI KA SAYA HAI IS MEIN DAKHIL HONEY SEY PEHLEY AAYAT PARH LIYA KAREIN TAKEH FARI KEY SHAR SEY MEHFOOZ RAHEIN :kr::kr::kr::kr::kr:
              :kr::kr::kr::kr:
              sigpic

              Comment


              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by sccorpion81 View Post
                hmmmmm:) very nice
                Thanx a lot ..
                Originally posted by Masood View Post
                Lahore Airport key bahir aik kaafi badi screen nazar aaey gi aur us per likha ho ga: KHABARDAR IS SHEHAR PER FARI KA SAYA HAI IS MEIN DAKHIL HONEY SEY PEHLEY AAYAT PARH LIYA KAREIN TAKEH FARI KEY SHAR SEY MEHFOOZ RAHEIN :kr::kr::kr::kr::kr:
                lol

                i wonder copenhagen key airport key bahar kitna barha board laga ho ga :P
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • Re: 'Express yourself'

                  [QUOTE]
                  Yeh Sure


                  lol

                  i wonder copenhagen key airport key bahar kitna barha board laga ho ga :P
                  :kr:
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: 'Express yourself'

                    Idher to kaafi wide screens lagi hui hain jis per likha huwa hai Hazrat aap shehar-e-Masood mein hain yani Shehar-e-Mehfooz mein hain - kyunkeh yahan fari ka dakhla mana hai :lol :lol :lol
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by Masood View Post
                      Idher to kaafi wide screens lagi hui hain jis per likha huwa hai Hazrat aap shehar-e-Masood mein hain yani Shehar-e-Mehfooz mein hain - kyunkeh yahan fari ka dakhla mana hai :lol :lol :lol
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • Re: 'Express yourself'

                        Originally posted by Masood View Post
                        Ham apney liyey jeetey hi kab hain? Ham to doosron key liyey jeetey hain, doosron key khof sey saans letey hain, apni- apney saath wabasta logon ki safed'poshi ka bharam rakhtey hain. Hamesha aik khof taley zindah rehtey hain keh "log kya kahein gey" - yeh nahin sochtey keh "main kya chahta hoon, mera dil kya chahta hai - meri apni khushi kis baat mein hai? hai bhi keh nahin?" Kyun nahin khushi per har kisi ka haq hai - magar khushi wohi hoti hai jo apney taein hasil ki jaey jo apni ho...
                        ha ,waqai hum apney lya jeetey hi kub hai ,or ager apney lya jeeney ki koshsih kr bhi lain tu loog humain khudgharz or bad'lehaz jaisey alqabat sey nawaztey hain..hum hr waqt isi fikar main mubtila hain k "logg kya kahain geyy "...kya karain koi or raasta bhi tu nahi kunk rehnaa inhi logoo k beech hia ,in ka kaha sunaa bhi parta hai or sehna bhi..
                        khushii....! sirf shayed ek lafz hi reh gaya hai ,kunk apni taein hasil hoii khushi tu khusnaseeboo k naseeb main atii hia ,khud k dil ki sunney main kahi kitney dil toot rahey hotey hain or unhi dilooka sooch kr apna dil mar lenaa behter lagta hai k shayed is main tabahii kum hoo kunk aisey main dil k sahraa main jo toofan uth'tey hain un ki tabahi humarey under hi reh jatii hai ,bahir kisi ko khas kr un logo ko jo hum sey wabsta hai nuqsan nahi poohnchatii.

                        Comment


                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by Masood View Post
                          Oho sahib aap ney bilkul drust farmaya hai magar aap zara meri aur fari ki postings ki ta'dad dekhein aur phir sochein keh ham log kab sey aik doosrey ko jantey hon gey :)
                          thanks 4 telling. Yeh to ghar wali baat hi lagti hae. Kya aap dono mujhay b is ghar ka fard bana saktay hein. Try me, I am very good at ALL !!!

                          Comment


                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by asattar View Post
                            thanks 4 telling. Yeh to ghar wali baat hi lagti hae. Kya aap dono mujhay b is ghar ka fard bana saktay hein. Try me, I am very good at ALL !!!
                            Pegham aik family forum hai, yahan per siraf unki qadar ki jati hai jo doosri ki qadar kartey hain, unhein ahmiyat di jati hai jo doosron ko ahmiyat detey hain, unhein "apna" kaha jata hai jo doosron ko apna kehtey hain - jo log is criteria mein poorey nahin utartey woh ham sey judaa ho jatey hain :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: 'Express yourself'

                              Originally posted by aquari View Post
                              ha ,waqai hum apney lya jeetey hi kub hai ,or ager apney lya jeeney ki koshsih kr bhi lain tu loog humain khudgharz or bad'lehaz jaisey alqabat sey nawaztey hain..hum hr waqt isi fikar main mubtila hain k "logg kya kahain geyy "...kya karain koi or raasta bhi tu nahi kunk rehnaa inhi logoo k beech hia ,in ka kaha sunaa bhi parta hai or sehna bhi..
                              khushii....! sirf shayed ek lafz hi reh gaya hai ,kunk apni taein hasil hoii khushi tu khusnaseeboo k naseeb main atii hia ,khud k dil ki sunney main kahi kitney dil toot rahey hotey hain or unhi dilooka sooch kr apna dil mar lenaa behter lagta hai k shayed is main tabahii kum hoo kunk aisey main dil k sahraa main jo toofan uth'tey hain un ki tabahi humarey under hi reh jatii hai ,bahir kisi ko khas kr un logo ko jo hum sey wabsta hai nuqsan nahi poohnchatii.

                              Kab tak? Aakhir kab tak ham yun khoofzadah si zindagi guzarein gey? Kab ham "apney paoun" per kharrey ho ker apni manzil khud talashein gey? Kab tak ham zamaney key rehm-o-karam per parrey rahein gey? Kab tak ham Hizr ki pairvii kartey rahein gey? Ghalib ka kehna hai keh:

                              Laazim nahin keh ham Hizr ki pairvii karein
                              jana keh ik buzurg hamein hamsafar miley

                              kabh tak ham lakeer key faqeer ban ker apni zindagiyon ko dao per lagatey rahein gey? Aik larki ki umer beet jati hai ussey uski pasand ki shaadi nahin karney ki ijazat hoti keh Khandan waley kya kahein gey? Be'jorr shadiyaan kar di jati hain apni "naak" bachaney key liyey... arey ghafil insaan naak to naak hai har haal mein behney lagey gi to kyun apni is naak key peechhey apni khushiyon ka soda kartey hain????? KYUN?????? KYUN!!!!
                              Last edited by Masood; 4 October 2007, 10:22.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by Masood View Post
                                Kab tak? Aakhir kab tak ham yun khoofzadah si zindagi guzarein gey? Kab ham "apney paoun" per kharrey ho ker apni manzil khud talashein gey? Kab tak ham zamaney key rehm-o-karam per parrey rahein gey? Kab tak ham Hizr ki pairvii kartey rahein gey? Ghalib ka kehna hai keh:

                                Laazim nahin keh ham Hizr ki pairvii karein
                                jana keh ik buzurg hamein hamsafar miley

                                kabh tak ham lakeer key faqeer ban ker apni zindagiyon ko dao per lagatey rahein gey? Aik larki ki umer beet jati hai ussey uski pasand ki shaadi nahin karney ki ijazat hoti keh Khandan waley kya kahein gey? Be'jorr shadiyaan kar di jati hain apni "naak" bachaney key liyey... arey ghafil insaan naak to naak hai har haal mein behney lagey gi to kyun apni is naak key peechhey apni khushiyon ka soda kartey hain????? KYUN?????? KYUN!!!!
                                is ek KYUN ka jawab dhoondney main kitney dil tootain gey ,kitnoo ka bharm toot jayee ga..isi bharm ki khatir tu khamosh hona prta haii,kunk jin ka bharjm rakhna hota hai woh humari zindagi main itni ahmiyat rakhtey hian k hum unhian choor kr bhi khush nahi reh sakteyy tu aisey bhi khush nahi rhna waisey bhi nahi tu behter hai k ager kisi ko khushi milti haii tu wohi gham ka tareeqa apna lya jayee..!
                                Or perosonaly mera manaa hai k kuch Kyun.. k jawab nahi mil saktey kunk yeh zindagi hai yahan sub kuch nahi miltaa...!

                                Comment

                                Working...
                                X