Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    wafaki wazeer-e-kanoon wasi zafar sahib to aisay oochay hathkunday pehlay bhi ker chukay hein, bulke yeh apni budzubaani per he sasti shohrat hasil kerte aaye hein...aik baar to yeh Radio per bhi na-zaiba alfaaz beyaan ker chukay hein.

    whereas Senator Raza Rabani and molana Rahat hussain to i think ke yeh cool bunday hein...ibtada unhoon ne nahi ki ho gi...kisi shareef aadmi ki gairat ko jub lalkaara jaye to wo kadam to aagay berhata he hay
    To iska matlab hai keh shareef insaan ko jab tang kiya jaey to woh bhi gali galooch per utar aaey? Awal to yeh baat hi insaniyat key khilaf hai keh insaan apney saber ka daman torr dey aur taish mein aa jaey.... main aap ko aik film ki kahani sunata hoon...

    Sweden Television per Iran ki aik 25-minut ki film dikhaii gaii thi. Film mein Djengiz Khan ki fauj key 2 sipahi tabahiyaan kartey huwey aik weeraney ki taraf chaley gaey, wahan per aik darwaish ko aik drakht key neechey apney aap mein sudh'budh dekha - un sipahiyon ney us darwaish ko bhi na bakhsha aur us per zulm torrney shuru kar diyey - magar darwaish apni duniya mein magan raha aur aik laft tak na kaha - na talwaron key war sey aah tak na ki - kaii ghanton ki is chherr'chhar key baad woh dono sipahi aapis mein larrney lagey - larrtey larrtey dono ney aik doosrey ko halaak kar diya - is per woh darwaish utha aur raqs mein mehw ho geya - hasil kalaam yeh keh sabar sey badi fatah koi nahin - agar yeh log apni burdbari ko chhorr ker gali galooch karney per tul aaein to inhein koi fatah nahin ho gi...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      :donno:

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by Masood View Post

        Itna Sabar kon kerta hai masood bhaee .... Yaha tu Gali pehlay dee jati hai aur baat bad main ki jati hai :donno:
        sigpic

        Comment

        • Re: 'Express yourself'

          fine

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            @topic

            kal mey ney iftaar mey thandi orangina pi aur uss ka sara asar meyrey galey pey ho gaya hai ...itni takleef ho rahi hai ....
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • Re: 'Express yourself'

              Originally posted by Xenya View Post

              to khidmat ka moqa dijiyey - ham galey dabaney mein expertise rakhtey hain :kr:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by Masood View Post
                to khidmat ka moqa dijiyey - ham galey dabaney mein expertise rakhtey hain :kr:
                ya ya go ahead ... saarey consequences aap ko khud hi face kerney hoN gey :P
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by Xenya View Post
                  @topic

                  kal mey ney iftaar mey thandi orangina pi aur uss ka sara asar meyrey galey pey ho gaya hai ...itni takleef ho rahi hai ....
                  aik cup garam qehwa wid honey pi lo khasa fark pare ga:comfort:

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by Masood View Post
                    to khidmat ka moqa dijiyey - ham galey dabaney mein expertise rakhtey hain :kr:
                    to ab tak kitno ke gale daba chuke hen?:mm:zra etraf-e-jurm kee jeay ta ke ap ko jhoolne ka moka farham kia jaey:zuban:

                    Comment

                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by hamzad View Post
                      aik cup garam qehwa wid honey pi lo khasa fark pare ga:comfort:
                      honey to nahi daali magar qahwa liya hai :rose
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • Re: 'Express yourself'

                        Originally posted by Masood View Post
                        To iska matlab hai keh shareef insaan ko jab tang kiya jaey to woh bhi gali galooch per utar aaey? Awal to yeh baat hi insaniyat key khilaf hai keh insaan apney saber ka daman torr dey aur taish mein aa jaey.... main aap ko aik film ki kahani sunata hoon...

                        Sweden Television per Iran ki aik 25-minut ki film dikhaii gaii thi. Film mein Djengiz Khan ki fauj key 2 sipahi tabahiyaan kartey huwey aik weeraney ki taraf chaley gaey, wahan per aik darwaish ko aik drakht key neechey apney aap mein sudh'budh dekha - un sipahiyon ney us darwaish ko bhi na bakhsha aur us per zulm torrney shuru kar diyey - magar darwaish apni duniya mein magan raha aur aik laft tak na kaha - na talwaron key war sey aah tak na ki - kaii ghanton ki is chherr'chhar key baad woh dono sipahi aapis mein larrney lagey - larrtey larrtey dono ney aik doosrey ko halaak kar diya - is per woh darwaish utha aur raqs mein mehw ho geya - hasil kalaam yeh keh sabar sey badi fatah koi nahin - agar yeh log apni burdbari ko chhorr ker gali galooch karney per tul aaein to inhein koi fatah nahin ho gi...
                        We can say many good things, but when it comes to us then we really feel the intensity and respond accordingly.

                        Jo bazurg ke saath hua aisa is zamanay mein nahi hota miyaan, so keep your eyes wide opened...is zamanay mein apnay defence aap offense se kerte ho...seems cruel na...but it is a fact :lpop:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by Xenya View Post
                          Asalam alaikum,

                          Express yourself c'est a dire your feelings...

                          Yahan aap ney kerna ye hai key jo kuch aap key dil mey hai right at the moment ya phir aap kisi aik topic per baat kerna chahtey hein ya phir uni./office mey bura din tha and you just want to talk it out......to ye sab aap ker saktey hein ....even PEgham per kisi member key liye kuch bhi kehna chahtey hein wo bhi keh saktey hein yani key say it watever you want to say about anything or anyone

                          but

                          with

                          Respect!
                          Im in boring moooooooooooooooood pata nahi aaj kal aisa kiun hy shaid rozy kee waja sy?
                          ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                          372-haha372-haha372-haha

                          Comment

                          • Re: 'Express yourself'

                            pata nahi kion log esi baat kehte hi kion hen jo wo puri nahi kar sakte or is tarah dusron ke sath sangeen mazak ke murtakib hote hen.:mm:

                            Comment

                            • Re: 'Express yourself'

                              Originally posted by hamzad View Post
                              pata nahi kion log esi baat kehte hi kion hen jo wo puri nahi kar sakte or is tarah dusron ke sath sangeen mazak ke murtakib hote hen.:mm:
                              :donno:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                Ird gird itni saarii khushiyoo main bhi kitneyy gham or pareshaniya chupi hoti haii..ba'zahir khush tu horahey hotey hain hum loog mager under hi under kisi pareshani ki waja sey ghul rahey hotey hainn....kabhi kabhi mukamil khushi bhi humain adhoora krdeti haii

                                Comment

                                Working...
                                X