Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
Aaj yahan celebration hai... Indian team lot aai hai na... wankhede stadium Bombay... humari uni ke pass hi hai... ufff.. itna rush ... per maza aaya... lolz.. :khi:traffic jam.. aur us per yahan dhooom se barishein ho rahi hai...
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by ummid View PostAaj yahan celebration hai... Indian team lot aai hai na... wankhede stadium Bombay... humari uni ke pass hi hai... ufff.. itna rush ... per maza aaya... lolz.. :khi:traffic jam.. aur us per yahan dhooom se barishein ho rahi hai...
Aap ki team LOTI hai keh LOTA? :kr: Waisey inti celebration na kiya karo larki kahin rush mein gum hi na ho jaotumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostAap ki team LOTI hai keh LOTA? :kr: Waisey inti celebration na kiya karo larki kahin rush mein gum hi na ho jao
hum celebration crawd mein nahi the... :na:... humara way hi uni ka wahi hai so wahan itni gardi thi.. aur us per hum sub frndzz zor se chilaye... "chak de India" tu sub palat ker kaihne lage... "chak de India"... hahahaha...:khi:.
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by ummid View Postna loti hai na Lota.. balke jeet kar aai hai...
hum celebration crawd mein nahi the... :na:... humara way hi uni ka wahi hai so wahan itni gardi thi.. aur us per hum sub frndzz zor se chilaye... "chak de India" tu sub palat ker kaihne lage... "chak de India"... hahahaha...:khi:.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View Posthahahaha chalo jumla bhi istimaal kiya to Lahori jumla "chak dey" wala - kabhi kabar aisey pangey karney chahiyey keh sab key saath mil ker shor karna chahiyey - is tarha ghutan khatam hoti hai... aur waisey bhi India kabhi kabhi to jeet'ta hai Pakistan sey to nation day ki tarha celebrate to karna chahiyeyna :kr:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
insan pata nahi khud ko kia samjhta he,achai burai me tamiz khatam kar deta he akher apne anjam ki khabar kion nahi rakhta?aj kal hamare mulk me jo kuch ho raha he intehai dukh ki baat he koi qaida koi qanoon nazar nahi ata
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by ummid View Postoye.. paak India se sirf aik baar hi jeeta hai.. baaqi her baar tu harta hi hai..... avein bongi na maariye..:na:...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by hamzad View Postinsan pata nahi khud ko kia samjhta he,achai burai me tamiz khatam kar deta he akher apne anjam ki khabar kion nahi rakhta?aj kal hamare mulk me jo kuch ho raha he intehai dukh ki baat he koi qaida koi qanoon nazar nahi ata
Insaan khata ka putla hai insaan bhatak bhi jata hai
jab thokar lagti hai usko phir terey hi dar peh aata hai
Hamzad yeh baat koi aaj ki nahin, har dor mein insaan ko kuchh na kuchh gila shikwa raha hai keh yeh dor kaisa dor hai - lekin aik baat hai. Zamaney ko kabhi bura nahin kehna chahiyey - zamana Khuda ka hai aur Khuda ki koi cheez buri nahin hoti - jaisa keh aap ney kaha sara qasoor insaan ka hai insaan hi apni kotahiyon mein sab kuchh tabah kar deta hai :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by hamzad View Postinsan pata nahi khud ko kia samjhta he,achai burai me tamiz khatam kar deta he akher apne anjam ki khabar kion nahi rakhta?aj kal hamare mulk me jo kuch ho raha he intehai dukh ki baat he koi qaida koi qanoon nazar nahi ata
there is nothing much i can say :)
:D
n du'az apney mulk key systems key liye aur logoN key liye bhi :dua" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View Post:comfort:
Insaan khata ka putla hai insaan bhatak bhi jata hai
jab thokar lagti hai usko phir terey hi dar peh aata hai
Hamzad yeh baat koi aaj ki nahin, har dor mein insaan ko kuchh na kuchh gila shikwa raha hai keh yeh dor kaisa dor hai - lekin aik baat hai. Zamaney ko kabhi bura nahin kehna chahiyey - zamana Khuda ka hai aur Khuda ki koi cheez buri nahin hoti - jaisa keh aap ney kaha sara qasoor insaan ka hai insaan hi apni kotahiyon mein sab kuchh tabah kar deta hai :)
Comment
Comment