Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by Masood View Post
    Darweshi sifat hai, aur sifaat Allah Tala ki tarf sey milti hain. Allah Tala manzilein unhi ko detey hain jo in ki justgoo kartey hain, justgoo unhein hoti hai jo jido-jehad kartey hain, koshish woh kartey hain jinkey dil mein hub ki aik chingari phoot'ti hai, hub unhein milti hai jo haq aur jhoot ko pehchan jatey hain, warna ehsaas to har insaan key dil mein hota hai, pehchan kisi kisi ko hoti hai :)
    :thmbup:

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by hamzad View Post
      :thmbup:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Aaj yahan celebration hai... Indian team lot aai hai na... wankhede stadium Bombay... humari uni ke pass hi hai... ufff.. itna rush ... per maza aaya... lolz.. :khi:traffic jam.. aur us per yahan dhooom se barishein ho rahi hai...

        Comment

        • Re: 'Express yourself'

          Originally posted by ummid View Post

          Aap ki team LOTI hai keh LOTA? :kr: Waisey inti celebration na kiya karo larki kahin rush mein gum hi na ho jao
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by Masood View Post
            Aap ki team LOTI hai keh LOTA? :kr: Waisey inti celebration na kiya karo larki kahin rush mein gum hi na ho jao
            na loti hai na Lota.. balke jeet kar aai hai...
            hum celebration crawd mein nahi the... :na:... humara way hi uni ka wahi hai so wahan itni gardi thi.. aur us per hum sub frndzz zor se chilaye... "chak de India" tu sub palat ker kaihne lage... "chak de India"... hahahaha...:khi:.

            Comment

            • Re: 'Express yourself'

              :na::khi:

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                zindagi sai tang be'bas o tanha shakhs
                Pyar zindagi hai .
                Pyar bantoo :phool:

                Comment

                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by ummid View Post
                  na loti hai na Lota.. balke jeet kar aai hai...
                  hum celebration crawd mein nahi the... :na:... humara way hi uni ka wahi hai so wahan itni gardi thi.. aur us per hum sub frndzz zor se chilaye... "chak de India" tu sub palat ker kaihne lage... "chak de India"... hahahaha...:khi:.
                  hahahaha chalo jumla bhi istimaal kiya to Lahori jumla "chak dey" wala - kabhi kabar aisey pangey karney chahiyey keh sab key saath mil ker shor karna chahiyey - is tarha ghutan khatam hoti hai... aur waisey bhi India kabhi kabhi to jeet'ta hai Pakistan sey to nation day ki tarha celebrate to karna chahiyeyna :kr:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by Masood View Post
                    hahahaha chalo jumla bhi istimaal kiya to Lahori jumla "chak dey" wala - kabhi kabar aisey pangey karney chahiyey keh sab key saath mil ker shor karna chahiyey - is tarha ghutan khatam hoti hai... aur waisey bhi India kabhi kabhi to jeet'ta hai Pakistan sey to nation day ki tarha celebrate to karna chahiyeyna :kr:
                    oye.. paak India se sirf aik baar hi jeeta hai.. baaqi her baar tu harta hi hai..... avein bongi na maariye..:na:...

                    Comment

                    • Re: 'Express yourself'

                      ek simple sey din ki shooro'at ki haii...kuch pending kaamoo ko jin ko kafi arsey set tal rahi thi sooch rahi hoo aaj hi kr hi daloo hope soo k poorey hojayain...!

                      Comment

                      • Re: 'Express yourself'

                        insan pata nahi khud ko kia samjhta he,achai burai me tamiz khatam kar deta he akher apne anjam ki khabar kion nahi rakhta?aj kal hamare mulk me jo kuch ho raha he intehai dukh ki baat he koi qaida koi qanoon nazar nahi ata

                        Comment

                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by ummid View Post
                          oye.. paak India se sirf aik baar hi jeeta hai.. baaqi her baar tu harta hi hai..... avein bongi na maariye..:na:...
                          ji ji hamesha rond maar ker jeeta to aisa hi jeeta hai na - warna to aik ball per do do Indian khiladi out hotey hain :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by hamzad View Post
                            insan pata nahi khud ko kia samjhta he,achai burai me tamiz khatam kar deta he akher apne anjam ki khabar kion nahi rakhta?aj kal hamare mulk me jo kuch ho raha he intehai dukh ki baat he koi qaida koi qanoon nazar nahi ata
                            :comfort:
                            Insaan khata ka putla hai insaan bhatak bhi jata hai
                            jab thokar lagti hai usko phir terey hi dar peh aata hai

                            Hamzad yeh baat koi aaj ki nahin, har dor mein insaan ko kuchh na kuchh gila shikwa raha hai keh yeh dor kaisa dor hai - lekin aik baat hai. Zamaney ko kabhi bura nahin kehna chahiyey - zamana Khuda ka hai aur Khuda ki koi cheez buri nahin hoti - jaisa keh aap ney kaha sara qasoor insaan ka hai insaan hi apni kotahiyon mein sab kuchh tabah kar deta hai :)

                              there is nothing much i can say :)

                              :D

                              n du'az apney mulk key systems key liye aur logoN key liye bhi :dua
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by Masood View Post
                                :comfort:
                                Insaan khata ka putla hai insaan bhatak bhi jata hai
                                jab thokar lagti hai usko phir terey hi dar peh aata hai

                                Hamzad yeh baat koi aaj ki nahin, har dor mein insaan ko kuchh na kuchh gila shikwa raha hai keh yeh dor kaisa dor hai - lekin aik baat hai. Zamaney ko kabhi bura nahin kehna chahiyey - zamana Khuda ka hai aur Khuda ki koi cheez buri nahin hoti - jaisa keh aap ney kaha sara qasoor insaan ka hai insaan hi apni kotahiyon mein sab kuchh tabah kar deta hai :)
                                lekin ye wo chand log hen jo hamari qismaton ke fesle karte hen apni zati mufadat ko tarjeeh dete hen akher in ko kia haq hasil he k ye awaam ki raey jane bina ham par zabardast musalat rahen:(

                                Comment

                                Working...
                                X