Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pasandeeda Ghazal !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Pasandeeda Ghazal !

    aur aahista kijiyeh baatain
    dharkanain koi sunn raha hoga
    lafz girnay na paain honton say
    waqt kay haath unn ko chunn lain gaye

    kaan rakhtay hain yeh dar-o-dewaar
    raaz ki saari baat
    yh sunn lain gaye..

    (of punkaj udhas)

    Comment


    • #62
      Re: Pasandeeda Ghazal !

      Yeh Kaghzi phool jaisay Chehray

      Comment


      • #63
        Re: Pasandeeda Ghazal !

        duniya say khamoshi say chalien jayen hum tou kia

        Comment


        • #64
          Re: Pasandeeda Ghazal !

          ay ghamay dil kaya karu ay wahshatay dil kaya karu
          sigpic

          Comment


          • #65
            Re: Pasandeeda Ghazal !

            Tumhari yaad k zakham jab bharnay lagte hain
            kisi bhanay tumhen yaad karnay lagte hain

            hadees yaar k unwan nikharnay lagte hain
            to hareem mein gaisoo nikharnayt lagte hain

            her ajnabi hamein mehram dikhai deta hai
            jo ab bhi teri gali se guzarnay lagte hain

            dar qafs pe andhere ki muhar lagti hai
            to Faiz dil mein sitare utarnay lagte hain
            sigpic

            Comment


            • #66
              Re: Pasandeeda Ghazal !

              Yeh Kaghzi phool jaisay Chehray

              Comment


              • #67
                Re: Pasandeeda Ghazal !

                Woh ishq jo hum se rooth gaya ab us ka haal sunain kiya?
                koi mehar nahi koi kehar nahi phir sacha shair sunain kiya
                sigpic

                Comment


                • #68
                  Re: Pasandeeda Ghazal !

                  khudaa humKo aisee khudaayee na de
                  ke apNe siWa kuchch dikhaayee na de
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Pasandeeda Ghazal !

                    wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani

                    Comment


                    • #70
                      Re: Pasandeeda Ghazal !

                      apni marzi se kahaN apni safar ke hum haiN
                      rukH hawaaON ka jidhar ka hai udhar ke hum haiN
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Pasandeeda Ghazal !

                        barsat k iss mosam mai thani k iss alam mai
                        zanda hoo too je lany do bhare barsat mai
                        pelany doooooooooooooooooooooooooo
                        :hii:

                        Comment


                        • #72
                          Re: Pasandeeda Ghazal !


                          Kab tak shama jali yaad nahi
                          shaam kaisay dhali yaad nahi

                          kis qadar yaad hai apnay thay sab,hi
                          kis ne kiya chaal chali yaad nahi

                          hum zamanay mein kuch aisay bhatkay
                          ab to un ki bhi gali yaad nahi

                          abar tha jaam tha per aap na thay
                          woh ghari kaisay tali yaad nahi

                          kat gaye kis umar kis tarah qateel
                          woh buri thi ya bhali yaad nahi
                          sigpic

                          Comment


                          • #73
                            Re: Pasandeeda Ghazal !

                            Hai Qasam ki Qasam hai Qasam se
                            hum ko pyaar hai sirf Tum se

                            Ab ye pyaar na hoga phir hum se

                            Comment


                            • #74
                              Re: Pasandeeda Ghazal !

                              Dashte tanhaii mainnn
                              aeyy jaann e jahann larzzann hainn
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment


                              • #75
                                Re: Pasandeeda Ghazal !

                                kabhi main sochta hon kuch na kuch kehon

                                Comment

                                Working...
                                X