Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pasandeeda Ghazal !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Pasandeeda Ghazal !

    bahoot khoob khushi my fav gazal


    jis shaks k bager guzara nahi hota
    ye kiya sitam hai k woh bhi hamara nahi hota

    aankhoon ne jis wastay sadiyon safar kiya
    woh yun mila k us ka nizara nahi hota

    mene her ek rukh pe nigahen bikherin
    lekin badal koi bhi tumhara nahi hota
    sigpic

    Comment


    • #92
      Re: Pasandeeda Ghazal !

      Mousam kay khail hain sab :)

      Comment


      • #93
        Re: Pasandeeda Ghazal !

        @ Hala , Wasi , Khushi, and known_stranger
        Beautiful sharings. thanks


        @topic


        Mujhe Tum Nazarr Se Gira Tu Rahayy Hoooo
        Mujhe Tum Kabhiii Bhiii Bhulaa Na Sakoo Geyy
        Last edited by GumShuda; 24 February 2008, 11:28.
        Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
        Sadly, common sense is not very common..!!

        Comment


        • #94
          Re: Pasandeeda Ghazal !

          a'ah ko chahyee ek umer aser hony tak...

          Comment


          • #95
            Re: Pasandeeda Ghazal !

            meri apni hai lakin abhi yaad nahi aaha rahi

            Comment


            • #96
              Re: Pasandeeda Ghazal !


              Dil k armaan aansuoon main bahgaye
              hum wafa kar key bhi tanha rahgaye

              Last edited by Rosy; 24 February 2008, 04:31.

              Comment


              • #97
                Re: Pasandeeda Ghazal !

                mein payar hoon kise aur ka

                Comment


                • #98
                  Re: Pasandeeda Ghazal !


                  niyet shaoq bhar na jai kahen
                  tu bhi dil se utter na jai kahen

                  aaj dekha hai tujh ko der k baad
                  aaj ka din guzar na jai kahen

                  aarzoo hai k tu yahan aaye
                  aur phir umar bhar na jai kahen

                  ji jalata hoon aur sochta hoon
                  raigan ye hunar na jai kahen

                  aao kuch der ro he len Nasir
                  phir ye dariya utar na jai kahen
                  sigpic

                  Comment


                  • #99
                    Re: Pasandeeda Ghazal !

                    Mani hazaar mannatain rad na hoee balai-e-dil
                    dard kuch aur barh gaya main ney jo ki dawai dil

                    Comment


                    • Re: Pasandeeda Ghazal !

                      ma talkhye hayaat sy ghabra k pi gaya
                      gum ki sayah raat sy ghabra k pi gaya

                      Comment


                      • Re: Pasandeeda Ghazal !

                        main piyar hon kisi aur ka...

                        Comment


                        • Re: Pasandeeda Ghazal !

                          mein khiyal hoon kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai
                          sar-e-aaina mera aqs hai pas aaina koi aur hai

                          mein kisi k dast mein hoon to kisi k herf e dua mein hoon
                          mein naseeb hoon kisi aur ka mujhe mangta koi aur hai

                          ajeeb aitbaar aur be iatbaari k darmiyan hai zindagi
                          mein qareeb hoon kisi aur k mujhe janta koi aur hai

                          tujhe dushmanoo ki khabar na thi mujhe dostoon ka pata na tha
                          teri daastan koi aur thi mera waqiya koi aur tha

                          kabhi laot aain to poochhna nahi,dekhna unhen gaor se
                          jinhen raastay mein khabar hui k ye raasta koi aur hai
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: Pasandeeda Ghazal !

                            Tere barey mein jo Socha nahin tha
                            mein tanha tha mager itna nahin tha

                            Comment


                            • Re: Pasandeeda Ghazal !

                              Uss ki gali mian phir mujhe ik baar le chalo

                              Comment


                              • Re: Pasandeeda Ghazal !

                                Originally posted by GumShuda View Post
                                AsalamOalaikum !

                                Yahan pe ap Apni Pasandeeda Ghazlein Share Kar Saktain hain Thori si ghazal likhain ya phir upload Kar dain..
                                Wa Alaikum Assalam ,

                                Wow ghazlein , humein boht pasand hain




                                Tamana phir machal jaaye agar tum milne aa jaao...
                                Yeh mosam bhi badal jaaye, agar tum milne aa jaao...:eye:


                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X