Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pasandeeda Ghazal !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Pasandeeda Ghazal !

    tum bin jya jay kaise
    kaise jiya jay tum bin
    sadio se lambi hain raatain
    sadio se lambay hoy din
    ajao lout ker tum
    yeh dil keh rah hai
    ajao lout ker tum...




    Comment


    • Re: Pasandeeda Ghazal !

      teree aannay kaaa dhookaa saaa rahahaa haiii
      diaaa saaa ratt bharr jalltaa rahaaaaaaaaaaa
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • Re: Pasandeeda Ghazal !

        kal chodween ki raat ti shabb bhar raha charcha tera
        kuch ne kaha ye chand hai kuch ne kaha chehra tera.

        Comment


        • Re: Pasandeeda Ghazal !

          Y3 daulat bii l3 lo, y3 shoharat bii l3 lo
          bhal3 chhiin lo mujhas3 m3rii javaanii
          magar muj ko lautaa do bachapan kaa saawan
          wo kaagaz kii kashtii, wo baarish kaa paanii

          Comment


          • Re: Pasandeeda Ghazal !

            Ashak rawan ki nehar hai aur hum hain dosto
            us bewafa ka shaher hai aur hum hain dosto

            ye ajnabi si manzilin aur raftagan ki yaad
            tanhaiyon ka zehar hai aur hum hain dosto

            lai hai ab ura k gaye mousmoon ki baas
            barkha rut ka qahar hai aur hum hain dosto
            sigpic

            Comment


            • Re: Pasandeeda Ghazal !

              Yeh tum jo muskura rahe ho...
              Kya gam hai jo chupa rahe ho ...

              Jagjit Singh
              :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

              Comment


              • Re: Pasandeeda Ghazal !

                Hoton se choolon tum..
                Mera geet amar kardo...

                Jagjit Singh
                :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

                Comment


                • Re: Pasandeeda Ghazal !

                  Teray baray mein ajb socha nahin tha
                  main tanaha tha magar itna nahin tha
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: Pasandeeda Ghazal !

                    Wo eshq jo hum se rooth giya .....
                    ab oss ka haal bataaeiN kia ........

                    Comment


                    • Re: Pasandeeda Ghazal !

                      Yeh jo Halka Halka Saroor hay
                      Yeh Teri Nazar Ka Qasoor hai
                      Keh Sharab Peena Sikha Diyaa..
                      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                      Sadly, common sense is not very common..!!

                      Comment


                      • Re: Pasandeeda Ghazal !

                        teree aannay kaa dhookaa saa rahaa haii
                        diaa saa raatt bharr jallta arahha haiii
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment


                        • Re: Pasandeeda Ghazal !

                          udhar zindagi ka janaza uthe gaa.
                          idhar zindgi unki dulhan bane gi.

                          Comment


                          • Re: Pasandeeda Ghazal !

                            Ye daulat bhi lay lo
                            ye shohrat bhi lay lo:)
                            bhalay cheen lo mujh se mere jawani
                            magar mujhko lauta do bachpan ka sawan
                            wo kaghaz kikashti wo baarish ka pani:):):):)
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Pasandeeda Ghazal !

                              main nashe main hoon mujhe maaf rakho.

                              Comment


                              • Re: Pasandeeda Ghazal !

                                Originally posted by ASK View Post
                                udhar zindagi ka janaza uthe gaa.
                                idhar zindgi unki dulhan bane gi.

                                Yeh kiski gaayi hui hai. Yeh gazal bahut pehle se mere paas hai par us cassette par sirf Aslam naam likha, plz mujhe aap bataye kya yehi singer ki awaaz mein hai ?
                                :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

                                Comment

                                Working...
                                X