Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pasandeeda Ghazal !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Pasandeeda Ghazal !

    wafa ke wadey wo sarey bhula gaya chup chap
    woh merey dill ki dewarein , hila gaya ...chup chaap

    Comment


    • Re: Pasandeeda Ghazal !

      ab keh hum bichre to shaid
      kabhi khawaboon mian milain
      jaise sookhe hua phool kitaboon mian milain

      Comment


      • Re: Pasandeeda Ghazal !

        khudaa humKo aisee khudaayee na de
        ke apNe siWa kuchch dikhaayee na de
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • Re: Pasandeeda Ghazal !

          ghame dil ko in ankhon say chalak jana bhi aata hai
          tarapna bhi hamein aata hai, tarpaana bhi aata hai

          Comment


          • Re: Pasandeeda Ghazal !

            Woh paani ki lehroon pe kiya likh raha tha
            Khuda janay herf Dua likh raha tha

            likha tha jis ne novel wafa k adhoora
            wahi piyar ki inteha likh raha tha

            bhala karte karte guzri jawani phir bhi
            khud ko bura likh raha tha

            mohabbat mein nafrat milli thi usay bhi
            jo her shakhs ko bawafa likh raha tha

            zara us ki aankhoon se aansoo na niklay
            jis waqat lafz saza likh raha tha
            sigpic

            Comment


            • Re: Pasandeeda Ghazal !

              agar hum kahin aur woh muskara den

              Comment


              • Re: Pasandeeda Ghazal !

                Muskura Kar Mila Karo Humsayyy
                Muskura Kar Mila Karo Humsay

                Kuch Kaha Aur Suna Karo Humsay

                Muskura Kar Mila Karo Humse
                Kuch Kaha Aur Suna Karo Humse

                Baat Karnayyy Se Baaat Berhty Hay
                Roz Baatein Kiya Karo Humsayyyyy
                Roz Baaaaatein Kiya Karo Humsayyyy

                Kuch Kaha Aur Suna Karo Humsayy

                Dushmaniiii se Milay ga Kyaaaa Tumko
                Dushmaniiii sayyy Milay ga Kyaaaaa Tumko
                Dost Bannnnn Kar Raha Karo Humsay

                Dost Ban Kar Raha karo Humsay
                Kuch Kahaaaa Aur Suna Karo Humsayy

                Dekh Letay Hain Saat Pardon May
                Dekh Letay Hain Saat Pardon May
                Yun Na Parda Kiya Karo Humse

                Yun Na Pardaaaa Kiya Karo Humsayyy

                Kuch Kaha Aur Suna Karo Humsayy




                sigpic

                Comment


                • Re: Pasandeeda Ghazal !

                  tera chehra kitna suhana lagta ha
                  teray agay chand purana lagta ha.

                  Comment


                  • Re: Pasandeeda Ghazal !

                    Khuda ham ko aisi khudaii na dai
                    Kai apnai siwa kuch dikhayai na dai

                    Comment


                    • Re: Pasandeeda Ghazal !

                      Hum tu hen pardes mein
                      des mein nikala ho ga chand

                      Comment


                      • Re: Pasandeeda Ghazal !

                        Jabb sayy too nay mujhayy diwanaa bana rakhaa haii
                        sandd harr shakhss nay hathhoo main uthaa rakhaa haii
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment


                        • Re: Pasandeeda Ghazal !

                          saya be jab saath chor jaya asi ha tanhai
                          rona chahoon to aansoo na ayyaan asi ha tanhai
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: Pasandeeda Ghazal !

                            Hum tu hen pardes mein
                            des mein nikala ho ga chand

                            Comment


                            • Re: Pasandeeda Ghazal !

                              apnay ehsaas se chhu kar mujhe sandal kardo
                              mein k kai sadiyon se adhhora hoon mukamil kardo

                              na tumhen hosh rahe na mujhe hosh rahe
                              is qadar toot k chaho k pagal kardo

                              dhoop he dhoop hoon toot k barso mujh per
                              mein to sehra hoon mujhe piyar ka badal kardo
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Pasandeeda Ghazal !

                                Tu pagal premi awara
                                Dil teri mohabbat ka mara
                                Tujhe pechaan liya hai
                                Apna tujhe maan liya hai

                                Comment

                                Working...
                                X