Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pasandeeda Ghazal !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Pasandeeda Ghazal !

    tamana phir machal jaaye agar tum milne aa jaao...
    yeh mosam bhi badal jaaye, agar tum milne aa jaao...

    Lol.. kabhi hum ne yeh compose ki thi... :rose.. ma fav.
    Attached Files

    Comment


    • #47
      Re: Pasandeeda Ghazal !

      kabhi kabhar mila karo...dukh sukh baant liya karo:)

      Comment


      • #48
        Re: Pasandeeda Ghazal !

        Yeh Kaghzi phool jaisay Chehray

        Comment


        • #49
          Re: Pasandeeda Ghazal !

          woh kaghaz kii kashti

          Comment


          • #50
            Re: Pasandeeda Ghazal !

            Yeh Kaghzi phool jaisay Chehray

            Comment


            • #51
              Re: Pasandeeda Ghazal !

              agar hum kaihin aur woh

              Comment


              • #52
                Re: Pasandeeda Ghazal !

                mein khiyal hoon kise aur ka..mujhe sochta koi aur hai

                Comment


                • #53
                  Re: Pasandeeda Ghazal !

                  Ajnabi shaher mein aaye hain musafir ki tarah
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: Pasandeeda Ghazal !

                    Yeh Kaghzi phool jaisay Chehray

                    Comment


                    • #55
                      Re: Pasandeeda Ghazal !

                      Nice at all


                      @topic


                      Manzzalei'N Apni Jagah Rastay Apni Jaga`h
                      Jab Qadam Hi Sath na Dai'N tu Musafir Kia Karay
                      ...
                      ...
                      Doobnay walay ko Tinkay ka Sahara hi Bohat
                      Dil Behal Jayiii Faqat itna ishara hi Bohat...
                      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                      Sadly, common sense is not very common..!!

                      Comment


                      • #56
                        Re: Pasandeeda Ghazal !

                        woh kagahz ki kashti woh barish ka pani...

                        Comment


                        • #57
                          Re: Pasandeeda Ghazal !

                          gham hai ya khushi hai tou

                          Comment


                          • #58
                            Re: Pasandeeda Ghazal !

                            phir chidi raat baat phoolun ki :rose
                            raat hai ya baaraat phoolun ki:rose

                            phool k haar phool k gajray
                            shaam phoolun ki raat phoolun ki:rose

                            aap ka saat saat phoolun ka
                            aap ki baat baat phoolun ki:rose

                            phool khiltain rahaingay duniya main
                            rose niklay gi baat phoolun ki:rose

                            nazrain milti hain jaam miltay hain
                            mil rahi hai hayaat phoolun ki:rose

                            yeh mahekti huwi ghazal maqdoom
                            jaisay sahra main raat phoolun ki:rose

                            phir chidi raat baat phoolun ki
                            raat hai ya baarat phoolun ki:rose
                            ------------

                            Comment


                            • #59
                              Re: Pasandeeda Ghazal !

                              bohat khoob Rosy


                              @topic

                              Ek Baar Miloo HumSe Tu Soo Baar Milei'N Gey
                              Hum Jaisay Kahan TumKo TalabGaar MileiN Gey
                              Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                              Sadly, common sense is not very common..!!

                              Comment


                              • #60
                                Re: Pasandeeda Ghazal !

                                Yeh Kaghzi phool jaisay Chehray

                                Comment

                                Working...
                                X