Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pasandeeda Ghazal !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pasandeeda Ghazal !

    @ all
    Really nice sharing :D, thanks
    kuch ghazlain meray paas nahi hain agar ho sakay tu pls loog ap gallary mein ya yahan pe upload bhi kar dain pls :D , agar gallary mein karain tu link dai dijye ga :P
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

    Comment


    • #17
      Re: Pasandeeda Ghazal !

      Teri surat nighahoon mein phirti rahay ishq tera satai to mein kiya karoon?
      koi itna aakar batai hamein jab teri yaad aai to mein kiya karoon

      mene khaakh-a-nasheman ko bosa diya aur ye keh kar dil ko samjha diya
      aashyana bana mera kaam tha koi bijli girai to mein kiya karoon

      mene maangi thi Masjidoon mein ye Dua mein jisay chahta hoon woh mujh ko milay
      jo mera kaam tha woh mene kiya ab Khuda he na chahay to mein kiya karoon
      (Munny beghum)
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Pasandeeda Ghazal !

        hmm ..Very nice :)

        Comment


        • #19
          Re: Pasandeeda Ghazal !

          jo m3ri rouh ko chain d3 pyaar d3
          wo khushi ban gay3 ho tum
          zindagi ban gay3 ho tum !

          Comment


          • #20
            Re: Pasandeeda Ghazal !

            app na to song likha ha


            aastoon dada dukh na koi payar na vichray
            kesay da yaar na vechray
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Pasandeeda Ghazal !

              kabhi hum khoobsoorat thay
              Kiatboun mein bassi khushboo ki manind saans saakin thee
              buhat se un khay lafzoun se tasweerein banatay thay
              parindoun k paroun per ...Nazma likh kar
              dooooooooor kii jheeloun mein basnay walay loagoun ko sunatay thay ...
              jo hum se dooor thay laikin ....hamaray pass rehtay thay ...

              I LOVE THIS GHAZAL OF AHMED SHAMEEM SUNG by NAYYARA NOOR

              Comment


              • #22
                Re: Pasandeeda Ghazal !

                kabhii ret ke unche tiilon pe jaanaa
                gharaunde banaanaa banaake mitaanaa
                wo maasuum chahat kii tasviir apni
                o khwaabon khilaunon kii jaagiir apnii
                na duniyaa kaa gam thaa na rishton ke bandhan
                badii khuubasuurat thii wo zindagaanii

                Comment


                • #23
                  Re: Pasandeeda Ghazal !

                  Aksar shab-e tanhaai mein ....
                  Khuch deyr pehlay neend se
                  Bachpan ki batein yaaad aaein
                  beetay howay din aish k..........

                  Comment


                  • #24
                    Re: Pasandeeda Ghazal !

                    jeene ke liye socha he nahi drad sambhalne honge
                    muskuraye to muskurane ke karz utarne honge..
                    tujhse naraz nahi zindagi heeran hoon mei

                    Comment


                    • #25
                      Re: Pasandeeda Ghazal !

                      Chata mein kai duniya daari, eshq mein kaisi majboori
                      Loagoun ka kia samjhnay do ...onn ki apni majboori ............

                      Comment


                      • #26
                        Re: Pasandeeda Ghazal !

                        tu jo nahi hai to kuch b nahi hai
                        ye mana k mehfil jawan hai haseen hai

                        mujhe phir tabah kar mujhe phir rula ja
                        sitam karne wale kahin se tu aja

                        Comment


                        • #27
                          Re: Pasandeeda Ghazal !

                          @ all nice sharings :)

                          mujhe yeh wali ghazal bi bohat pasand hai Sung by Ghulam Ali..

                          Chamkatay Chand Ko Toota Howa Tara Bana Dalaaa
                          Meriii Awargiiii Ney Mujh-Kooo Awaraa Bana Dalaaa...

                          Mein Es Duniya Ko Aksar Daikh Kar Hairaan Hota hoon
                          Na Mujh Se Ban Saka Chotha Sa Ghar Din Rat Rota Hoon
                          Khudaya tu ne Kaisay Yeh Jehan Sara Bana Dalaaaa....

                          Meray Malik Mera dil Kuyn Tarp'ta hai Sulagta hai..
                          Teri Marzi Teri Marzi Pe Kis Ka Zoor Chalta Hai..
                          Kisi kooo Gul Kisi ko Tu ne Angara Bana Dalaaaa...

                          Chamkatay Chand ko Tu ne Toota howa Tara bana dalaa..
                          Last edited by GumShuda; 27 December 2007, 08:03.
                          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                          Sadly, common sense is not very common..!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: Pasandeeda Ghazal !

                            Dasht-e Tanahiiiiiiiiii mein ..
                            aay jan-e jahaan .....larzaan hai
                            teri awaz k sa-ay ..
                            teray hontoun k saraab
                            Dahst-e tanhai mein
                            doori ke khas-o-khaak talay
                            khil rahay hain terii pehloo ke saman aur gulaab
                            Oht rahi hai kahin qurbat se
                            teri saans ki aanch
                            apni khushboo mein sulagti hui
                            maddham maddham
                            dur ufaq par chamakti hui
                            qatra qatra
                            gir rahi hai teri dil daar nazar ki shabnam
                            is qadar piyar se hai jaan-e jahaan rakhaa hai
                            dil ke rukhsaar pe
                            iss vaqt teri yaad ne hath
                            yun guman hota hai
                            gar-che hai abhi subah-e-firaaq
                            dhal gaya hijr ka din
                            aa bhi ga`i vasl ki raat........................!

                            Comment


                            • #29
                              Re: Pasandeeda Ghazal !

                              chahonga m3i tujh3 shaam sawere
                              phir ab kabhi naaam ko t3r3 awaz m3i na doonga..

                              Comment


                              • #30
                                Re: Pasandeeda Ghazal !

                                Ay Jazba-e-Dil gar meiN ChahooN har Cheez Muqabil Aa jaee..
                                Manzil Kay lye doo gaam ChalooN aur samnay Manzil Aa jaee..

                                Ay Dil ki Khalash Chal youN hi sahi jalta tu hoon unki Mehfil mein
                                Os waqat Mujhe Chonka daina jab rang pe Mehfil aa jaeee...


                                Sung by Nayyara Noor..
                                Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                                Sadly, common sense is not very common..!!

                                Comment

                                Working...
                                X