Re: Pasandeeda Ghazal !
guzar gaya jo zamana usay bhula he do
jo naqsh ban nahi sakta usay mitta he do
khulay ga turk taluq k baad baab-e-fana
ye ek aakhri parda bhi ab utha he do
ruki ruki se hawa hai thaka thaka hai chand
wafa k dhasht mein hairan khare hain raahi do
guzar gaya jo lamha usay amar kar len
mein apnay khoon se likhta hoon tum gawahi do
kisi tarah se tagafl ka baab-e-shak to khulay
nahi mein piyar k qabil to kuch saza he do
mein kainat ko tum se nijat de doon ga
meri girft mein ik din agar tabahi do
( Amjad Islam Amajad )

Comment