Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pasandeeda Ghazal !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Pasandeeda Ghazal !

    guzar gaya jo zamana usay bhula he do
    jo naqsh ban nahi sakta usay mitta he do

    khulay ga turk taluq k baad baab-e-fana
    ye ek aakhri parda bhi ab utha he do
    ruki ruki se hawa hai thaka thaka hai chand
    wafa k dhasht mein hairan khare hain raahi do

    guzar gaya jo lamha usay amar kar len
    mein apnay khoon se likhta hoon tum gawahi do

    kisi tarah se tagafl ka baab-e-shak to khulay
    nahi mein piyar k qabil to kuch saza he do

    mein kainat ko tum se nijat de doon ga
    meri girft mein ik din agar tabahi do

    ( Amjad Islam Amajad )
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Pasandeeda Ghazal !

      aay dily nadaan

      Comment


      • #33
        Re: Pasandeeda Ghazal !

        Falak pe chaand k haalay bhi sog karte hain
        Jo tu nahi to ujalay bhi sog karte hain

        Tumhare haath ki choori bhi ban karti hai
        Hamare hont k taalay bhi sog karte hain

        Nagar nagar mein who bikhre hain zulm k manzar
        Hamari rooh k chhalay bhi sog karte hain

        Usay kaho k sitam mein kuch kami kar de
        K zulam tornay walay bhi sog karte hain

        Tum apnay dukh pe akelay nahi ho afsarda
        Tumhare chahnay walay bhi sog karte hain
        (Wasi Shah)
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: Pasandeeda Ghazal !

          woh kaghaz ki kashti

          Comment


          • #35
            Re: Pasandeeda Ghazal !

            A jazba_e_ Dil ger main chaon...

            Comment


            • #36
              Re: Pasandeeda Ghazal !

              agar hum kahin aur woh muskra den

              Comment


              • #37
                Re: Pasandeeda Ghazal !

                hangama ha kion barpaa thori si jo pi liy
                daka to nahi daala chori to nahi ki ha.

                Comment


                • #38
                  Re: Pasandeeda Ghazal !

                  chupkay cupkay rat din ....

                  Comment


                  • #39
                    Re: Pasandeeda Ghazal !

                    tum se ulfat k taqazay na nibhahay jatay
                    warna hum ko bhi tamana thi k chahay jatay
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #40
                      Re: Pasandeeda Ghazal !

                      agar hum kahin aur woh muskara dein

                      Comment


                      • #41
                        Re: Pasandeeda Ghazal !

                        bohat sari hein

                        ajnabi shehar ke ajnabi rastey..meri tanhaye per muskratey rahey:)

                        Comment


                        • #42
                          Re: Pasandeeda Ghazal !

                          chupkay chupkay raat din ...

                          Comment


                          • #43
                            Re: Pasandeeda Ghazal !

                            Ae jazba-e-dil ger main chahon..........

                            Comment


                            • #44
                              Re: Pasandeeda Ghazal !

                              hay dua yaad magar harf dua yaad nahi
                              mere nagmaat ko andaaz nawa yaad nahi

                              mene palkoon se dar yaar pe dastak di hai
                              mein woh sayel hoon jisay koi sada yaad nahi

                              zindagi jabar musalsal ki tarah kati hai
                              janay kis jurm ki paye hai saza yaad nahi
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Pasandeeda Ghazal !

                                Yeh Kaghzi phool jaisay Chehray

                                Comment

                                Working...
                                X