Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairiana Muqabla

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Shairiana Muqabla

    na khawab tu dekh keh khawab haqeeqat nahi hotey
    beet jaein jo pal, nahin unkey liye roty
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #77
      Re: Shairiana Muqabla

      Char din ki zindagi hans ke guzrey acha hai
      Rakha kya hai zalim aisey rooth janey mei
      sigpic

      Comment


      • #78
        Re: Shairiana Muqabla

        rootho ge tum to manaa lein gey tumhein
        apney pyaar peh itna bharosa hai mujko
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #79
          Re: Shairiana Muqabla

          Roothny kee bhee ka'ee kismain hote hain janaaa
          hum tumsay roth ker dunya sy chaly jayay to kia kero gay

          Comment


          • #80
            Re: Shairiana Muqabla

            AOA,


            Wo mera ho jo ankhoon main haya rakhta ho

            Umer bar sath chale azme wafa rakhta ho

            Naaz us k na uthaoon to shikayat na kare

            Gham utha kar b hansne ki ada rakhta ho.


            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment


            • #81
              Re: Shairiana Muqabla

              Mahboob say he keray jaaty hain shikway saary
              ajnabi say shikway kerny ka kia faida
              mohabat mai to khushi aur ghum dono hoty hain
              sirf khushi ki aas main rehny ka kia faida
              aik lerki

              Comment


              • #82
                Re: Shairiana Muqabla

                Mehboob sanam, mehboob sanam
                teri yadon mein hain gumsum ham
                o' merey mehboob sanam, mehboob sanam
                aa key dekh meri aankhein hain nam
                do pal beetey keh beetey hain janam
                o' merey mehboob sanam, mehboob sanam
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #83
                  Re: Shairiana Muqabla

                  is thread ko bazm-e-shayari main move kar rahi houn yaha karoo mukabaleye shayri kay :eye:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #84
                    Re: Shairiana Muqabla

                    Originally posted by Masood
                    Mehboob sanam, mehboob sanam
                    teri yadon mein hain gumsum ham
                    o' merey mehboob sanam, mehboob sanam
                    aa key dekh meri aankhein hain nam
                    do pal beetey keh beetey hain janam
                    o' merey mehboob sanam, mehboob sanam
                    (Bazm-e-Shairi maiy yeh thread mujhay nahi'n mila is liye yaha'n likh rahi hu'n.Kiya Mizaah ka rang liye Ashaar bhi likh sakti hu'n?)

                    Kis darja gham'zadaa hu'n Sanam ko nahi'n khabar
                    Dil ro'raha hay aankh mai'n aansu nahi'n magar

                    :roseENIGMA:rose

                    Comment


                    • #85
                      Re: Shairiana Muqabla

                      Mujhy guman tha vo sirf mera hai
                      bata hoa tha vo sirf mera tha nahe
                      apni ana ki vaja sy us sy keh na pae kuch
                      aur vo samjha humsy us sy koi shikva nahe

                      Comment


                      • #86
                        Re: Shairiana Muqabla

                        Khushi ki bheek jo maangi tairay khazaanay say
                        Ghamo'n say aap'nay kashkol bhar diya maira



                        :roseENIGMA:rose

                        Comment


                        • #87
                          Re: Shairiana Muqabla

                          Khushe to kiya humay to ghum bhe qabool hain
                          shart yay hay ky tere janib say mily hum ko

                          Comment


                          • #88
                            Re: Shairiana Muqabla

                            wow ye silsila to bahut achch tha..aaj dekha maine..main bhi participate karti hoon...ummeed hai silsila jaari rahega..



                            lamhoN ko qaid karle aur batoN ko kar raqam
                            jo ho sake to khushioN ki har yaadgaar rakh

                            Comment


                            • #89
                              Re: Shairiana Muqabla

                              labon per du'aon key ilawa kuch bhi nahi hai
                              tum laut aao ye "ghar" tumharey bina kuch bhi nahi hai


                              inshALlah.......
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #90
                                Re: Shairiana Muqabla

                                Originally posted by barg.e.gul
                                labon per du'aon key ilawa kuch bhi nahi hai
                                tum laut aao ye "ghar" tumharey bina kuch bhi nahi hai


                                inshALlah.......
                                achha likha hai Gul.. merey labon par bhi dua'on ke siwa kuchh bhi nahin hai is waqt....
                                :rose

                                Comment

                                Working...
                                X