Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairiana Muqabla

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Shairiana Muqabla

    dast-e-nazuk mein chot aa jaey gi
    sametna jo chaho gi merey dil ki kirchiyaan
    masood
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Shairiana Muqabla

      wow yaha to bary bary sha'ay hain ..bohat he achy shiar hain sab ky.. :) :rose
      ab mujhy to aise he shair aaty hain :emb:

      Aaap ki khatir to kuch bhe kerny ka daava kerty hain
      bajanib aap kay matloob hai aik moqa sirf
      aik lerki

      Comment


      • #18
        Re: Shairiana Muqabla

        ik ishare pe jaan hazir hay
        aazmaa kar to dekhiye hamko
        majma ansar najma

        Comment


        • #19
          Re: Shairiana Muqabla

          Aaazmany ko to hum aazma lain aap ko
          der sirf itan hai ky bharam tout na ja'ay kahe :(
          aik lerki

          Comment


          • #20
            Re: Shairiana Muqabla

            jin sey khaloos key naatey bandhey jatey hain
            unki wafaound sey badgumaan nahin hotey dost
            masood
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: Shairiana Muqabla

              ikhlaas ka na,ra to lagata hay har-ik shakhs
              mafhoom jo DhoonDo, to kaheeN naam naheeN hay
              najma ansar najma

              Comment


              • #22
                Re: Shairiana Muqabla

                Buland daawoun sey nahin, ammal sey pehchaney jatey hain
                ham woh qallander hain saaqi, jo khudi mein jhoom jatey hain
                masood
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: Shairiana Muqabla

                  Cheen Lii Jalwaton Ne Beenaaee
                  Kese Koee Kisii Ko Pehchane
                  Najma Ansar Najma

                  Comment


                  • #24
                    Re: Shairiana Muqabla

                    Nigah mein uqaab ki tezi bhar lo
                    pathar tarasho aur heera kar lo
                    masood
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: Shairiana Muqabla

                      sheeshoN ke muqaddar meiN bhi pat,thar nikal aey
                      apna jinheN samjhe thay, sitam-gar nikal aey
                      najma ansar najma

                      Comment


                      • #26
                        Re: Shairiana Muqabla

                        har saath chalney wala apna nahin hota
                        jagti aankhoon sey dekhein to sapna nhin hota
                        masood
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: Shairiana Muqabla

                          Originally posted by Masood
                          har saath chalney wala apna nahin hota
                          jagti aankhoon sey dekhein to sapna nhin hota
                          masood

                          aajagaya yaad ne, nindiyaa ke beech
                          kho gaee thii khaab ki dunya ke beech
                          najma ansar najma

                          Comment


                          • #28
                            Re: Shairiana Muqabla

                            tujhey khawabon mein milna tha, tu khawabon mein milli
                            wafa zamaney sey nabood ho chuki, haan kitabon mein milli
                            masood
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #29
                              Re: Shairiana Muqabla

                              iss aaas pe ham, raah-zano! saath rahay haiN
                              shayad koee tum meiN se hi rah-bar nikal aey
                              NAJMA ANSAR NAJMA

                              Comment


                              • #30
                                Re: Shairiana Muqabla

                                loot'tey hain sehraoun mein woh jo hain rehbar hamarey
                                qadam qadam peh detey hain ghamon key andhiyarey
                                masood
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X