Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairiana Muqabla

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Shairiana Muqabla

    rah-bar samajh liya hay tujhe, gard-e-karawaaN
    chalte rahrngay ham bhi, jahaaN tak ghubaar hay
    NAJMA ANSAR NAJMA

    Comment


    • #32
      Re: Shairiana Muqabla

      Jo sang-e-raah samajh kar phainka geya ho rah-guzr mein
      ussey juz thowkron key aur kya milley ga apni umer mein
      masood
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: Shairiana Muqabla

        haTaa sako to haTaa do yr raah ke pat,thar
        tumhare ba,d bhi koee yahaaN se guzrega

        Comment


        • #34
          Re: Shairiana Muqabla

          purkhaar raston peh chaltey huwey zakhmi paoun bhi
          tum bhi door ho ham sey saajan tumhara gaoun bhi
          masood
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: Shairiana Muqabla

            khaar-zaroN se guzar ho to Ghazal hotii hay

            dil meiN kuch izn-e-safar ho to Ghazal hotii hay

            najma ansar najma

            Comment


            • #36
              Re: Shairiana Muqabla

              meri ghazlon ki khushboo, teri baton ka jadoo
              meri biyaaz mein parra tera phool hai janaan
              masood
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: Shairiana Muqabla

                shaakh-e-eh,saas pe lehraata huaphool hooN maiN
                apne afkaar ke jooRe meiN sajaalo mujhko
                najma ansar najma

                Comment


                • #38
                  Re: Shairiana Muqabla

                  dard ka raag kis ney chherr diya hai shehnaiyon mein
                  aaja keh tujh ko loon main chhupa dil ki gehraiyon mein
                  masood
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #39
                    Re: Shairiana Muqabla

                    Faaslay hamary beech kay kaisay mitay gay
                    mai roz yahe sochte hon hum kesy milay gay
                    aik lerki

                    Comment


                    • #40
                      Re: Shairiana Muqabla

                      Milna gar hai muqaddar mein to mil hi jaein gein
                      khilna ho jin ko woh phool khil hi jaein gein
                      masood
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #41
                        Re: Shairiana Muqabla

                        un laboN ki bahr, uff taubah
                        ''phool khilte haiN muskuraane se''
                        najma

                        Comment


                        • #42
                          Re: Shairiana Muqabla

                          muskraa do aaj keh mera dil maghmoom hai
                          nakaam hasraton ka phaila ik hajoom hai
                          masood
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: Shairiana Muqabla

                            maGhmoom hay, afsurda hay ma,loom naheeN kyuuN
                            dil, Ghuncha-e-pax-murda hay ma,loom naheeN kyuuan
                            najma ansar najma

                            Comment


                            • #44
                              Re: Shairiana Muqabla

                              dil mein teri surat basaey kyun na itraey masood
                              khuda na karey kabhi ho teri yaad sey ghafil aey dost
                              masood
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #45
                                Re: Shairiana Muqabla

                                dil meiN rak,kha hay k shayad yehii darmaaN ban jaey

                                dard ka tohfa-e-nayaab abhi tak mehfooz
                                najma ansar najma

                                Comment

                                Working...
                                X