Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairiana Muqabla

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Shairiana Muqabla

    KIya apna bih koi sher bana saktey hain????

    Comment


    • #47
      Re: Shairiana Muqabla

      AOA,


      wo mera ho jo Ankhoon main haya rakhta ho

      Umer bar sayh chale azme wafa rakhta ho

      Naaz us k na uthaoon to shikayat na kare

      Gham utha kar b hansne ki ada rakhta ho.


      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • #48
        Re: Shairiana Muqabla

        Originally posted by aroosa
        KIya apna bih koi sher bana saktey hain????
        yahaaN sirf apna hi she,r likhna hay aroosa
        :)

        Comment


        • #49
          Re: Shairiana Muqabla

          Originally posted by najma
          yahaaN sirf apna hi she,r likhna hay aroosa
          :)
          AOA,

          Hathoon ko dua pe rakhta hoon

          Laboon ko iltaja pe rakhta hoon

          Hai Ahmid mera emaan ahsa

          Har baat khuda pe rakhta hoon.

          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • #50
            Re: Shairiana Muqabla

            terii be-daad ka mehshar me karengay shikwa
            ham ne insaaf, qayamat pe uTha rak,kha hay
            najmaansar najma

            Comment


            • #51
              Re: Shairiana Muqabla

              yeri bedaad ka mehsharmeiN kareN gay shikwa

              ham ne insaaf, qayaamat pe uThaa ark,kha hay
              najma ansar najma

              Comment


              • #52
                Re: Shairiana Muqabla

                YEH aur baat keh, Hakim they beshter na Ehal
                Hum aisey log sirf nazr e karam pe zinda hain

                Comment


                • #53
                  Re: Shairiana Muqabla

                  yehi soch mein tha keh woh husan-e-zoq :)
                  kahan posheedah hai gardish-e-doraan mein
                  jiski fiker peh roshan hai ik aalam masood
                  woh haazir hi nahin hui mehfil-e-yaaran mein
                  masood
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #54
                    Re: Shairiana Muqabla

                    kuch waqt ka taqaza thaa,kabhi nasazi e taba
                    keh jis ne roke liye yeh qadam yahan ke liye

                    Comment


                    • #55
                      Re: Shairiana Muqabla

                      yahan to koi muntazir hai kab sey bichhaey nazrein
                      har nazar mein phool hain, woh jab bhi aaein
                      masood
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #56
                        Re: Shairiana Muqabla

                        udaas baithay muntazri hain ky vo kab aa'ain gay
                        Phir haal –e- dil hum apna un ko suna’ain gay
                        aik lerki

                        Comment


                        • #57
                          Re: Shairiana Muqabla

                          shayad, keh jaal phir koee taza bichaeingay
                          chalaakiyoN se jo mujhe behla rahay haiN log
                          najma ansar najma

                          Comment


                          • #58
                            Re: Shairiana Muqabla

                            bachaoun ga khud ko kis kis key teer-e-mizgaan sey
                            joban peh hai mehfil saaqi, masti hai khumaar mein
                            masood
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #59
                              Re: Shairiana Muqabla

                              is gardish-e-zamana se ab intiqaam lo
                              ab mai-kade sajao, tabii,at udaas hay
                              najma ansar najma

                              Comment


                              • #60
                                Re: Shairiana Muqabla

                                Yaar key mai-kadey sey jaam bhi na mil saka
                                subha bhi na mil saka woh sar-e-shaam bhi na mil saka
                                ham to badey shoq sey gaey they uskey maikhaney
                                woh bhi na milla hamein uska naam bhi na mil saka
                                masood
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X