Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Yon Hi Be-Sabab Na Phira Karo, Koii Shaam Ghar Bhi Raha Karo
    Wo Ghazal Ki Sachi Kitaab Hay, Usay Chupkay Chupkay Parha Karo
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Har Lafz Kitabon Main Tera Aks Liye Hay
      Ak Chaand Sa Chehra Mujhay Parhnay Nahi Deta
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Hajoom -e- Ghum Meri Fitrat Badal Nahi Saktay
        Main Kia Karon Mujhay Aadat Hay Muskuranay Ki
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Nahi Be-Hejaab Wo Chaand Sa Keh Nazar Ka Koii Aser Na Ho
          Usay Itnay Garmi -e- Shouq Say Bari Dair Tak Na Taka Karo
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Kabhi Husan Parda Nasheen Bhi Ho Zara Aashiqana Lebaas Main
            Main Jo Ban Sanwar Kay Chala Karon Saath Meray Tum Bhi Chala Karo
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Abhi Rah Main Kaii Morr Hain Koii Aaye Ga Koii Jaye Ga
              Tumhay Jis Kesi Nay Bhula Dia Usay Bholnay Ki Dua Karo
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Aankh Bhar Aaye Gi Jab Ho Gi Koii Khushi Naseeb
                Yeh Tabasum Tu Meray Ghum Ka Pata Deta Hay
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Faraz Miltay Hain Ghum Bhi Naseeb Walon Ko
                  Har Ak Kay Kaha Ye Khazanay Lagtay Hain
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Dil Main Ak Toufaan Chupaye Rakha
                    Aankh Say Raaz Ko Afshaan Kabhi Honay Na Dia
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Sab Say Mehfooz Muqaam Ghum -e- Tanhaii Hay
                      Fikar -e- Dunya Nay Akeyla Kabhi Honay Na Dia
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Main Nay Palkon Say Dar -e- Yaar Pay Dastak Di Hay
                        Main Wo Saeel Hoon Jesay Koii Sada Yaad Nahi
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Aao Ak Sajda Karay Aalam -e- Madhoshi Main
                          Log Kehtay Hain Keh Sagher Ko KHUDA Yaad Nahi
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Tu Apni Sheesha Gari Ka Na Kar Huner Zaya
                            Main Tu Aaina Hoon Mujhay Tootnay Ki Aadat Hay
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Meray Siwa Bhi Us Ko Kaii Kaam Hain Yaha
                              Samjhi ! Mager Yeh Baat Main Takheer Dekh Kar
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Yeh Khud Azyati Kab Tak Faraz Tu Bhi Usay
                                Na Kar Yaad Keh Jesay Bholnay Ki Aadat Hay
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X