Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Main Khud Hi Haar Jana Chahata Hoon
    Ak Aisi Jang Mujh Main Ho Rahi Hay
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Is Fikar Khud Shanasi Main Ak Umar Kaat Kar
      Tujh Say Milay Tu Khud Say Kahin Aashna Howay
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Zindagi Bhar Dhoop Main Chalta Raha Main Jin Kay Liye
        Un Ko Meray Dushman Kay Ghar Ki Chaandni Achi Lagi
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Tum Ney Alfaaz Ki Taseer Ko Parkha Hi Nahi
          Naram Lehjay Sey Pather Bhi Pigal Jatey Hain
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Is Soch Main Hoon Dekhaye Detay Hain Kya Feraib
            Woh Phir Say Mil Rahay Hain Bari Saadgi Kay Saath
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Shagufta Log Bhi Tootay Howay Hotay Hain Andar Say
              Bohat Rotay Hain Wo Jin Ko Lateefay Yaad Rehtay Hain
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Main Shua'on Main Bikhar Jaa'on Meri Fitrat Nahi
                Wo Setara Hoon Main Jesay Dhundhti Hay Roshni
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Dard Itna Keh Rag Rag Main Hay Mehshar Barpa
                  Sakoon Itna Keh Marr Janay Ko Dil Chahata Hay
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Hum Tark -e- Rabt -e- Zabt Mohabbat Kay Ba Wajood
                    So Baar Kheench Kar Kocha -e- Janah Main Aa Gaye
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Rang, Khushboo, Saba, Chaand, Taaray, Kiran, Hawa, Shabnam, Ishq, Aab Jo Chaandi,
                      Us Ki Dil-kash Jawani Ki Tashkeel Main Husan -e- Fitrat Ki Har Cheez Kaam Aa Gaii
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Wo Samnay Hon Tu Aansoo Nikal Hi Jaatay Hain
                        Ye Jurm Wo Hay Jo Be Ikhtiyaar Hota Hay
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Tum Meray Pass Hotay Ho Goya
                          Jab Koii Dosra Nahi Hota
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Ak Tasalsul Hay Mohabbat Ka Wajood
                            Hum Na Hongaye Koii Hum Sa Ho Ga
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Jazba -e- Ishq Nahi Hay Mehdood
                              Hum Na Hongay Koii Hum Sa Hoga
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Dayaar -e- Noor Main Teirah Shabon Ka Saathi Ho
                                Koii Tu Ho Jo Meri Wehshaton Ka Saathi Ho
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X