Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    In Barishon Say Dosti Achi Nahi Faraz
    Kacha Tera Makaan Hay Kuch Tu Khayal Kar
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Apnay Haathon Say Kaat Kar Saray Shajar
      Ajeeb Hi Shaks Hay Saaya Talash Karta Hay
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Elahi ! Koii Batlaye Kay Mohabbat Kesi Hoti Hay
        Kabhi Mangay Nahi Milti Kabhi Thokraii Jati Hay
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Wo Moujazaat Ki Hadd Tak Pohach Gia Faraz
          Main Koii Bhi Hurf Likhon Usi Ka Esam Banay
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Beetay Howay Manzar Aankhon Main Basa Laitay Hain
            Jatay Howay Logon Ko Pukara Nahi Kartay
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Rufaqatain Kabhi Zanjeer -e- Pa Nahi Ho Sakti
              Na Chal Sako Tu Bichar Jao Doston Ki Tarah
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Khushi Say Chout Kha Laitay Hain Namm Deeda Nahi Hotay
                Jo Ahal -e- Dil Hain Aasani Say Ranjeeda Nahi Hotay
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Ye Ishq Tu Fitrat Hay Ho Kesay Juda Mujh Say
                  Ye Rog Hay Mitti Ka Or Sadiyon Purana Hay
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Aao So Jaye Khezaan Aanay Say Pehlay Ak Raat
                    Koun Dekhay Ga Baharon Ka Pareshaan Hona
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Khushyon Ka Dour Bhi Kabhi Aa Jaye Ga Nadeem
                      Ghum Bhi Tu Mil Gaye Hain Tamanah Kiye Bagair
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Wo Koun Hay Jo Musafer Kay Saath Saath Chalta Hay
                        Jab Keh Khayal -e- Yaar Bhi Hum Safar Nahi Rehta
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Tujh Say Shikwa Karon Tu Main Kis Baat Ka
                          Main Tu Khud Qatil Hoon Apni Zaat Ka
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Teray Mathay Pay Ye Aanchal Bohat Khoob Hay Lakin
                            Tu Is Aanchal Ka Ak Percham Bana Laiti Tu Acha Tha
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Kat Hi Gaii Judaii Bhi Kab Ye Howa Kay Mar Gaye
                              Teray Bhi Din Gazar Gaye, Meray Din Bhi Guzar Gaye
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                In Hi Patharon Pay Chal Kar Aa Sako Tu Aao
                                Meray Ghar Kay Raastay Main Koii Kehkashaan Nahi Hay
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X