Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Tumharay Dam Say Hum Zinda Hain, Humaray Dam Say Ghum Zinda
    Kesi Kay Tum Maseeha Ho, Kesi Kay Hum Maseeha Hain
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Saghar Ko Uthaya Tha Keh Ghum Dorr Karay Gaye
      Is Main Tasveer Nazar Aa Gaii Kesi Ki
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Jo Aansoo Dil Main Girtay Hain, Wo Aankhon Main Nahi Rehtay
        Bohat Say Hurf Aisay Hain , Jo Lafzon Main Nahi Rehtay
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Hotay Hain Kesay Log KHUDAII Say Be Khaber
          Hum Say Tu Ak Shaks Bhulaya Na Ja Saka
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Na Janay Koun Duaon Main Yaad Rakhta Hay
            Main Doubta Hoon Samander Uchaal Deta Hay
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Sounp Di Main Nay Usi Shaks Ko Aankhain Apni
              Umar Bhar Jis Nay Mujhay Maho Tamasha Rakha
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Zameen Say Nisbatein Rakhon Or Aasmaan Ho Jaon
                Main Aisa Ishq Karon Louk Dastaan Ho Jaon
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Na Janay Kyun Meri Aankhon Main Aa Gaye Aansoo
                  Kesi Nay Haath Barhaya Jo Dosti Kay Liye
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Abhi Tu Zid Hay Usay Rasta Badalnay Ki
                    Kabhi Wo Roye Ga Bhi Bohat Meri Chahaton Kay Liye
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Janay Kab Ka Pohach Chuka Bhi Sar -e- Manzil Khursheed
                      Wo Shaks Jis Ka Humay Intazaar Rah Main Hay
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Shaheed Ki Jo Mout Hay Wo Qoum Ki Hayaat Hay
                        Lahoo Jo Hay Shaheed Ka Wo Qoum Ki Zakaat Hay
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Ak Tum Hi Na Mil Sakay Warna
                          Milnay Walay Bichar Bichar Kay Milay
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Sach Hay Keh Chup Rehnay Say Yeh Paagal Pan Barh Jata Hay
                            Lakin Pather Kay Is Shaher Main Aakhir Kis Say Baat Karay
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Apnay Markaz Say Ager Dorr Nikal Jao Gaye
                              Khaak Ho Jao Gaye, Fasanon Main Dhal Jao Gaye
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Is Qdar Zarf Tu Rakhtay Hain Zamanay Walay
                                Zindagi Cheen Kay Jeenay Ki Dua Detay Hain
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X