Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Wo Ajnabi Tha Kyun Phair Kar Mujh Say Aankhain
    Guzar Gia Kesi Dareena Aashna Ki Tarah
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Nahi Tera Nsheman Qsar -e- Sultani Kay Gumbad Per
      Tu Shaheen Hay Besaira Kar Paharon Ki Chatano Per
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Bas Ak Muqaam Per Theray Howay Hain Muddat Say
        Mila Na Tu Hi Tu Phir Kis Ki Justajoo Kartay
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          WaqF Hay Zahan Faqat Teray Tassawer Kay Liye
          Tujh Ko Bhola Hi Kaha Hoon Jo Tujhay Yaad Karon
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Hazaar Us Nay Chaha Keh Main Bikhar Jaon
            So Main Nay Sabar Kia, Sabar Bhi Qyamat Ka
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Main Apnay Aap Say Barh Kar Kesi Or Ko Kia Chahon Ga
              Mujh Hi Pay Khatem Hay Qissa Meri Mohabbat Ka
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Kis Qadar Badd Naseeb Hain Hum Log
                Ba Wafa Ho Kay Bhi Be Qaraar Rahay
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Teray BartaO Main Uljhan, Teri Baaton Main Khaloos
                  Kis Tarah Teri Tabiyat Say Milaon Khud Ko
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Pathar Ki Tarah Saket -o- Khamosh Abhi Hain
                    Jazbay Ki Tarah Dil Main Utar Jaye Gaye Ab Bhi
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Saray Supairay Weeranay Main Ghoom Rahay Hain Been Liye
                      Aabadi Main Rehnay Walay Saanp Baray Zehrelay Hain
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Ye Us Ki Chorr Nigahi Ka Tha Qasoor Sahaab
                        Keh Naam Ghairon Kay Kitnay Hi Meray Naam Aaye
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Mout Kay Selaab Main Har Shaks Utar Jaye Ga
                          Mager Naam Husain Abn Ali Reh Jaye Ga
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Yahi Bohat Hay Keh Qaeem Rahay Wafa Ka Bharam
                            Koii Kesi Ka Howa Bhi Hay Umar Bhar Kay Liye
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Yeh Kia Howa Teri Dunya Ko Ay KHUDA -e- Kareem
                              Keh Zinda Log Hi Tarastay Hain Zindagi Kay Liye
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Pala Karti Hain Jin Ki Aarzo Pay Andhiyaan Ghum Ki
                                Ba-Zahir Un Kay Chehray Pay Ghubaar -e- Ghum Nahi Hota
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X