Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Aaj kamray main ..us k bister par
    aik tazah gulaab chor aaye ...

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Yaar sey gham kah ker to khush lekin tum yeh kya jano
      tum dil ka rona rotey they woh dil mein hansta ho ga
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        aaja keh abhi zabt ka mosam nahin guzra
        aaja keh pahaaron per abhi berf jami hai
        khusboo ke jazeeron se paharoon ki hadon tak
        is sheher main sab kuch hai bas teri kami hai
        geet ka husan ho tum ho janay gahzal
        shairoon ki haseen shairee tum say hai
        maira gham aur mairee har khushi tum say hai
        janay maan ya mairee zindagi tum say hai

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Yadon key dareechon sey koi jhaank raha hai
          bechain huwa jata hai zakhmon sey bhara dil
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            lakh dure ho magar ehad nebhatay rahna
            jub bhe baresh ho mera sog manaty rahna

            tum gay ho to sr-e-sham ya adat thare
            bus kinaray pay kharay hath helatay rahna
            geet ka husan ho tum ho janay gahzal
            shairoon ki haseen shairee tum say hai
            maira gham aur mairee har khushi tum say hai
            janay maan ya mairee zindagi tum say hai

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              is shab key muqaddar mein sehar hi nahin Mohsin
              dekha hai kaii baar chiraghon ko bujhaa ker
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                roz miltey hein usi se jo muqaddar mein nahi
                hum muqaddar ko pareyshan bohat kartey hein
                geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                shairoon ki haseen shairee tum say hai
                maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  yeh na shabnam na bhatkey huwey taron ka hajoom
                  raat ki laash peh tapkey hain sehar key aansu
                  Last edited by Masood; 9 March 2007, 00:41.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    agar mare urdu kamzor nahi to hain k end main non nahi ata
                    geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                    shairoon ki haseen shairee tum say hai
                    maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                    janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      na janay kon duaonn main yad rakhta hay
                      main doobta hoon to sumandar uchal dayta hay
                      Last edited by ZoE; 9 March 2007, 00:47.
                      geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                      shairoon ki haseen shairee tum say hai
                      maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                      janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by ZoE View Post
                        agar mare urdu kamzor nahi to hain k end main non nahi ata
                        Yahan per lafz HAI nahin HAIN (hey-yey-noon-ghuna) hai...

                        HAIN key aakhir mein Noon-Ghuna aata hai - main issey roman mein chhotey N sey zahir karta hoon....
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Yeh keh kar Us but-e-Kaafir ney nazrain pher lin mujh se
                          MOhabbat karnay wala Rehem k Qabil nahin hota


                          Zafar M.

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by ZoE View Post
                            na janay kon duaonn main yad rakhta hay
                            main doobta hoon to sumandar uchal dayta hay

                            Nahin na ZoE ji - mera shair AASU per khatam hota hai aur AANSU mein aakhir harf WAO hai ... to Wao sey shair likhyey :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              Yahan per lafz HAI nahin HAIN (hey-yey-noon-ghuna) hai...

                              HAIN key aakhir mein Noon-Ghuna aata hai - main issey roman mein chhotey N sey zahir karta hoon....
                              hmmmm mujha vaisay samjha nahi aee khair jari rakhtay hain
                              geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                              shairoon ki haseen shairee tum say hai
                              maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                              janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by Masood View Post
                                Nahin na ZoE ji - mera shair AASU per khatam hota hai aur AANSU mein aakhir harf WAO hai ... to Wao sey shair likhyey :)
                                woh bulaaein to kia temasha ho
                                Hum na jaaein to kia temasha ho
                                Yay kinaron say khailnay valay
                                Doob jaen to kia temasha ho
                                geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                                shairoon ki haseen shairee tum say hai
                                maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                                janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                                Comment

                                Working...
                                X