Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by Masood View Post
    :cc: :cc: :cc: - yeh shari kuchh yun nahin...

    ik nuqtey ney hamein mehram sey mujrim kar diya
    ham dua likhtey rahey woh dagha parrtey rahey :cc: :cc:

    hmmm mujhay lagta hai main nay sahi likha hai :mm:
    geet ka husan ho tum ho janay gahzal
    shairoon ki haseen shairee tum say hai
    maira gham aur mairee har khushi tum say hai
    janay maan ya mairee zindagi tum say hai

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      khair aik aur sahi
      Haath uthe hain magar labb pe dua koi nahee
      Kee ibadat bhi woh.. jis ki jaza koi nahee
      geet ka husan ho tum ho janay gahzal
      shairoon ki haseen shairee tum say hai
      maira gham aur mairee har khushi tum say hai
      janay maan ya mairee zindagi tum say hai

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by ZoE View Post
        hmmm mujhay lagta hai main nay sahi likha hai :mm:
        Aap us shaair (poet) ka naam btaa sakti hain jiska yeh shair hai? (kyun keh main ney bhi bohat sarey ashaar aisey dekhey hain jinhein torr morr ker alfaz aagey peechey kar diyey gaey hain...)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood View Post
          Aap us shaair (poet) ka naam btaa sakti hain jiska yeh shair hai? (kyun keh main ney bhi bohat sarey ashaar aisey dekhey hain jinhein torr morr ker alfaz aagey peechey kar diyey gaey hain...)
          hmm nahi mujhay abhi to nam yad nahi aa raha let me think
          geet ka husan ho tum ho janay gahzal
          shairoon ki haseen shairee tum say hai
          maira gham aur mairee har khushi tum say hai
          janay maan ya mairee zindagi tum say hai

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by ZoE View Post
            khair aik aur sahi
            Haath uthe hain magar labb pe dua koi nahee
            Kee ibadat bhi woh.. jis ki jaza koi nahee
            Noor-o-zulmat ka ehtesab na kar
            waqt ka kar-o-bar sanjha hai
            is tilsamat key jahan mein hazoor
            koii kaido hai koi rajnha hai
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Ye jaan tum na loge agar aap jaayegii
              Is bevafaa kii Khair kahaa.n tak manaaye.n ham


              Zafar M.

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Zafar M. View Post
                Ye jaan tum na loge agar aap jaayegii
                Is bevafaa kii Khair kahaa.n tak manaaye.n ham

                "mitaye kaun teri yaado'n ki khalish........
                yahi tu aihd-e-muhabbat ki nishaani hai...
                hazar tark-e-talooq ke baawajood ab bhi...
                woh yaad aate hain yeh un ki mehrbaani hai..."

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by ummid View Post
                  "mitaye kaun teri yaado'n ki khalish........
                  yahi tu aihd-e-muhabbat ki nishaani hai...
                  hazar tark-e-talooq ke baawajood ab bhi...

                  woh yaad aate hain yeh un ki mehrbaani hai..."
                  یہ محفلِ طرب ، یہ ہوا اور یہ چاند رات
                  آ اس سمے میں جوڑ لیں ٹوٹے تعلقات

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by ahsaas View Post
                    یہ محفلِ طرب ، یہ ہوا اور یہ چاند رات


                    آ اس سمے میں جوڑ لیں ٹوٹے تعلقات
                    Tum na aaey terey baad, mausam badley, rutein beetin
                    ham rahey muztarib, udaas guzri bahaar bohat
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by Masood View Post
                      Tum na aaey terey baad, mausam badley, rutein beetin


                      ham rahey muztarib, udaas guzri bahaar bohat
                      تھا زندگی میں مرگ کا کھٹکا لگا ہوا
                      اڑنے سے پیشتر بھی میرا رنگ زرد تھا


                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by ahsaas View Post
                        تھا زندگی میں مرگ کا کھٹکا لگا ہوا

                        اڑنے سے پیشتر بھی میرا رنگ زرد تھا
                        ahl-e-dair-o-haram rah gaey
                        terey deewaney kam rah gaey
                        unki har shay sanwari magar
                        phir bhi zulfon mein kham rah gaey
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Masood View Post
                          ahl-e-dair-o-haram rah gaey

                          terey deewaney kam rah gaey
                          unki har shay sanwari magar

                          phir bhi zulfon mein kham rah gaey
                          یوں ہی گر روتا رہا غالب تو اہل جہاں
                          دیکھنا ان بستیوں کو تم کہ ویراں ہوگئیں

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            na to gham ki dhoop jala saki na he musamon ka asar hoa
                            ye meri wafa ka he phool hay jo hay aaj tak he khila hoa ...

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by *Moon*Corona* View Post
                              na to gham ki dhoop jala saki na he musamon ka asar hoa
                              ye meri wafa ka he phool hay jo hay aaj tak he khila hoa ...
                              abtak dil-e-khush feham ko tujh sey hain umeedein
                              yeh aakhri shamein bhi bujhaney key liye aa
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by Masood View Post
                                abtak dil-e-khush feham ko tujh sey hain umeedein


                                yeh aakhri shamein bhi bujhaney key liye aa
                                آج روٹھا ہوا اک شخص بہت یاد آیا
                                اچھا گزرا ہوا وقت بہت یاد آیا

                                Comment

                                Working...
                                X