Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by Masood View Post
    ab kaun muntazir hai hamarey liyey wahan



    shaam aa gaii hai laut key ghar jaein ham to kya

    "abhi paya hi nahi keh usse kho bhi diya
    apni aadat hai har kaam mei ujlat karna...":)
    Last edited by ummid; 6 March 2007, 19:49.

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by ummid View Post
      "abhi paya hi nahi keh usse kho bhi diya


      apni aadat hai har kaam mei ujlat karna...":)
      apni shakist-e-faash ko samjho na itifaaq
      dushman sey koi dost kahin jaa mila na ho
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        .
        Last edited by ahsaas; 6 March 2007, 19:53.

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood View Post
          apni shakist-e-faash ko samjho na itifaaq


          dushman sey koi dost kahin jaa mila na ho
          وہ آچکا ہے مجھے جس کا انتظار نہ تھا
          خبر نہ تھی دﹺر دل ہے کھلا ہوا پھر سے
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            "yahi hai na tumhe hm se bicher jaane ki jaldi hai...
            kabhi milna tumhare mas'ale ka hul nikaleinge....":)

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              yaad to aatii hongii merii baatein ab bhii
              ''shelf'' mein rakkhii huii kitabo'n ki tarah


              Zafar M.

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Zafar M. View Post
                yaad to aatii hongii merii baatein ab bhii
                Originally posted by Zafar M. View Post
                ''shelf'' mein rakkhii huii kitabo'n ki tarah



                Hasraty nakam sy jal jaty hai
                hum charago ki tarha sham sy jal jaty hai
                jab aaty hai tera naam mary naam k sath
                jany kion lag mary naam sy jal jaty hai

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by phototech81 View Post


                  Hasraty nakam sy jal jaty hai
                  hum charago ki tarha sham sy jal jaty hai
                  jab aaty hai tera naam mary naam k sath
                  jany kion lag mary naam sy jal jaty hai
                  yeh saal bhi udaas raha rooth ker geya
                  tujh sey miley bghair december geya
                  umr-e-rawaan khizaan ki hawa sey bhi tez thi
                  har lamha barg-e-zood ki soorat bikher geya
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    yeh saal bhi udaas raha rooth ker geya
                    tujh sey miley bghair december geya
                    umr-e-rawaan khizaan ki hawa sey bhi tez thi
                    har lamha barg-e-zood ki soorat bikher geya

                    Asar dil par kary shekwa shekayat ho to esi ho
                    Galy lag kar kohi roy Nedamat ho to esi ho

                    mujy kanta choby aur teri ankho sy laho tapky
                    fakat aik pal ki furkat main azeyat ho to esi ho

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by phototech81 View Post
                      Asar dil par kary shekwa shekayat ho to esi ho
                      Galy lag kar kohi roy Nedamat ho to esi ho

                      mujy kanta choby aur teri ankho sy laho tapky
                      fakat aik pal ki furkat main azeyat ho to esi ho
                      وہ دل ہی کیا جو تیرے ملنے کی دعا نہ کرے
                      میں تجھے بھول کے زندہ رہوں خدا نہ کرے

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by ahsaas View Post
                        وہ دل ہی کیا جو تیرے ملنے کی دعا نہ کرے


                        میں تجھے بھول کے زندہ رہوں خدا نہ کرے
                        Youn na be sabab phiera karo kohi sham ghar bi raha karo
                        ye ghazal ki sachi ketab hai isy chupky chupky parha karo

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by phototech81 View Post
                          Youn na be sabab phiera karo kohi sham ghar bi raha karo
                          ye ghazal ki sachi ketab hai isy chupky chupky parha karo
                          وہ جو دیتا ہے ہر بات میں سمندر کی مثال
                          اس سے کہنا کبھی پانی میں اتر کر دیکھے

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by ahsaas View Post
                            وہ جو دیتا ہے ہر بات میں سمندر کی مثال


                            اس سے کہنا کبھی پانی میں اتر کر دیکھے
                            yeh us ka tarz-e-takhatub bhi khoob hai Mohsin
                            ruka ruka sa tabassum, khafa khafa aankhein
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Yeh aaNsuu jaante haiN kis ke daaman par barasnaa hai
                              Har ek shaaKh-e-gulistaaN manzil-e-shabnam nahiiN hai


                              Zafar M.

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by Masood View Post
                                yeh us ka tarz-e-takhatub bhi khoob hai Mohsin


                                ruka ruka sa tabassum, khafa khafa aankhein
                                نامہ بر چرب زبانی تو بہت کرتا ہے
                                دل نہیں مانتا کہ ادھر جائے گا
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X