Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    ab koi aaye to kehna keh musafir to gaya
    ye bhi kehna keh bhalla ab bhi na jata logo?
    raah taktay hoye pathra he gai theen aankhen
    aah bhartay hoye chalni hoa seenah logo !!!

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Who Bada Nahi Who Karim Hai,
      Mujhe Yeh Shifat Bhi Ata Kare,
      Tujhe Bhoolne Ki Dua Karo,
      To Dua Mein Meri Asar Na Ho,

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by musaddaq View Post
        Who Bada Nahi Who Karim Hai,
        Mujhe Yeh Shifat Bhi Ata Kare,
        Tujhe Bhoolne Ki Dua Karo,
        To Dua Mein Meri Asar Na Ho,
        وہ فراق اور وہ وصال کہاں
        وہ شب و روز و ماہ و سال کہاں

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by musaddaq View Post
          Who Bada Nahi Who Karim Hai,
          Mujhe Yeh Shifat Bhi Ata Kare,
          Tujhe Bhoolne Ki Dua Karo,
          To Dua Mein Meri Asar Na Ho,
          Sorry Musaddaq yeh shair aap ney jo quote kiya hai drust nahin - Basheer Badar ka yeh shair yun hai:

          woh bada raheem-o-kareem hai mujhey yeh sifat bhi ata karey
          tujhey bhoolney ki dua karoon to dua meri mein asar na ho
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Woh meray naseeb ki barishain kisi aur chat pay baras gaieen
            Dil-e-bay khabar meri baat sun usay bhool ja,usay bhool ja


            Zafar M.

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by Zafar M. View Post
              Woh meray naseeb ki barishain kisi aur chat pay baras gaieen
              Dil-e-bay khabar meri baat sun usay bhool ja,usay bhool ja
              اک گھروندہ میں بناؤں گی کبھی پانی پر
              خود ہی ہنس دیتی ہوں پھر فکر کی نادانی پر

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Raas aa chuki thee teergi-e-shab kuchh is qadar
                Gar shamma bhee kisi ney jalaayee to ro diye


                Zafar M.

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yeh Tumhari kaj adaaiyan koi or seh k dikhaye to ..
                  yeh jo ham main tum main nibaah hay.. meray hoslay ka kamaal hay ..!!!!

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    "yeh judaiyon ke raste, bari door tak gaye hain...
                    jo gaya woh phir na aaya... meri baat maan jao..":)

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      وہ نظر سے تو دُور ہیں مگر یہ عجیب صورت ِحال ہے
                      ہر وقت پیش ِ نظر بھی ہیں ،نہ فراق ہے نہ وِصال ہے

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        "Yeh marhala bhi mohabat mein kush gawar raha
                        uljana tum say, tumhari hi aarzo karna..............."

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Aey dill teri aashob nay phir hashr jagaya ...
                          bey dard ! abhi aankh bhi mushkil sya lagi thi !!!

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            ye rakh rakhao muhabat sikha gai usko,
                            wo routh kr mujh se muskara k milta hai,

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              ye rakh rakhao muhabat sikha gai usko,
                              wo routh kr mujh se muskara k milta hai,
                              اب اسيری سے رہائی کی طرف کيا لوٹيں
                              فاصلے پاوں کی زنجير ہوئے جاتے ہیں

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Na huwa par na huwa Meer ka andaaz naseeb
                                Zoq yaron ney bohat zor ghazal mein mara
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X