Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Yun Jashan-e-Wafa manaa raha hoon
    har dard peh muskraa raha hoon
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Na Samjhna Ke Tumse Bicharh K Khush Hain
      Humain Logon Ki Khaatir Muskuraana Hoga
      Phir Shaam Dhal Gai Tum Aaiay Na Aaj Bhi
      Dil Ko Aaj Phir Umeedoon Se Behlaana Hoga
      sigpic


      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Azal sey be'simat justjoo ka safar hai darpesh paniyon ko
        kissey khabar kis ko dhoondhta hai meri tarha raeygaan samundar
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          rahiyay ab aisi jagah chal kar jahan koi na ho
          hum sukhan koi na ho ..hum zuban koi na ho
          Last edited by Gul; 15 March 2007, 22:30.

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Wafa ki basti mein rehney walon sey ham ney Mohsin yeh tor seekha
            labon peh sehraa ki tishingi ho, magar dilon mein nehaan samundar
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Rehta tha teri muhabbat ka saya hummaray sath
              Abb to apni perchai bhi na ho to acha hai
              Raiza raiza hoo chukki hai rooh meri
              Keh baddan say abb nikkal hi jaiy to acha hai
              sigpic


              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                rehti hi sath sath Koi Khushgawar yaad
                Tujh say bicher k teri rafaqat nahi gai

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Wafa View Post
                  Rehta tha teri muhabbat ka saya hummaray sath
                  Abb to apni perchai bhi na ho to acha hai
                  Raiza raiza hoo chukki hai rooh meri
                  Keh baddan say abb nikkal hi jaiy to acha hai
                  Yunhi Moasam ki ada deykh k yaad aya hai
                  Kis Qadar jald badal jaatay hein insaan jaana
                  Last edited by Gul; 15 March 2007, 22:41.

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    ab munaasib hai yahi usko bhulaa duuN
                    haaN, magar phuul ko khushbuu se judaa kaise karuN
                    sigpic


                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      نہیں کوئی غم دنیاکا اب باقی
                      وہ آ گئے سرِ بزم،جام لا ساقی
                      ہما

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yun to milti hai hazaron se nazrein,
                        Har nazar ka milna piyaar nahin hota
                        sigpic


                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          انجمن میں آج وہ بن کر بہار آئے
                          کُچھ پھول کِھل گئے اور کُچھ خار مُسکرائے
                          ہما

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yunhi soochti rahi dair tak mager us ko kuch na bata saki
                            Na main paas us ko bula saki na main dil ki baat suna saki
                            sigpic


                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              یہ دِل میرا اُداس کیوں نہ ہو، کیوں نہ بُجھے
                              میں کر رہی ہوں حوصلہ اُنہیں اب بُھلانے کا
                              ہما

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Ab to mehfil main bhi hamaray liyey tanhai hai
                                Gham chupa kar mehfil ko sajana kesa lagta hai
                                Mehfil main dosron se hans hans kar miltay hain
                                Tanhai main gham k ansoo bahana kesa lagta hai
                                sigpic


                                Comment

                                Working...
                                X