Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Isi fikr mai hain ghaltaN yeh nizaam-e-zar ke bandey
    Jo tamaam zindagee hai wo nizaam aa na jaaye


    Zafar M.

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by Zafar M. View Post
      Isi fikr mai hain ghaltaN yeh nizaam-e-zar ke bandey
      Jo tamaam zindagee hai wo nizaam aa na jaaye
      یہ دینِ عشق ہے کہ تغافل حرام ہے
      سو ہم ادھر نگاہ تو کرتے ہیں کم سے کم

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by ahsaas View Post
        یہ دینِ عشق ہے کہ تغافل حرام ہے

        سو ہم ادھر نگاہ تو کرتے ہیں کم سے کم
        Mujhey raastey mein parra huwa kisi badnaseeb ka khat mila
        kahin khoon-e-dil sey likha huwa kahin aansuoun sey mita huwa
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood View Post
          Mujhey raastey mein parra huwa kisi badnaseeb ka khat mila


          kahin khoon-e-dil sey likha huwa kahin aansuoun sey mita huwa
          Aap address de dete tu raste mein para nahi milta aap ko khat..


          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Ye kah ke TuuT pa.Daa shaaKh-e-gul se aaKhirii phuul
            Ab aur der hai kitnee bahaar aaney mein


            Zafar M.

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Nahi jis pay koi nishan-e-paa
              Mere saamnay hay who raah guzar
              Mere chara-gar...
              Mere dard ki tujhay kya khabar !

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                rahey na murad raqeeb bhi
                na dekhaye tujh ko khuda khushii
                na naseeb sharbat-e-wisl hoo,
                sada zehr-e-ghum tu piya kareyy

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yuh Hi Saath Saath Chale Sada,
                  Kabhi Khatm Aapna Safar Na Ho,
                  Mere Paas Mere Habib Aa,
                  Zara Aur Dil Ke Karib Aa,

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Ab In Main Koi Or Khuwab Sajana Nahi Mujhey
                    Aankhon Ko Intezaar Tumhara Hey Or Bas


                    Zafar M.

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Sono tum bohat yad aatay ho
                      Aur hum soya nahi kertay
                      Safar tanha nahi kertay
                      Sono aisa nahi kertay

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yak-ba-yak le uThaa hamaraa naam
                        Jii me.n kyaa us key aa gayaa hogaa


                        Zafar M.

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          aankhon main jitnay ashaq thay jugnoo say ban gaye
                          woh muskuraaya aur meri dunyaa badal gayee

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yaa rab ata ho zakhm koi she'r aafreeN
                            Ik umr ho gai ke mira dil naheeN dukha


                            Zafar M.

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              apni gali main apna hi ghar dhoondtay hain log
                              amjad yeh kon shehar ka naqsha badal gaya

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                apni gali main apna hi ghar dhoondtay hain log
                                amjad yeh kon shehar ka naqsha badal gaya
                                اسی خیال میں گزری ہے شام درد اکثر
                                کہ درد حد سے بڑھے گا تو مسکرا دوں گا
                                تو آسماں کی صورت ہے گر پڑے گا کبھی
                                زمیں ہوں میں بھی مگر تجھ کو آسرا دوں گا

                                Comment

                                Working...
                                X