Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    yaadai'N bhi haiN umeed be hay baybasi bhe hay
    aye dost kia nahi hay hamaari nigaah mein ...

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      nahin shikwa mujhey kuchh bewafaii ka teri hargiz
      gila tab ho agar tu ney kisi sey bhi nibahi ho
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yaron ka ziker kya keh wafa ki talash mein
          ham ney to dushmano ko bi dil mein bsaa liya
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            usi kee yaad kay jugnoo safer kee shaam mein hain ...
            keh jis kay naam kay sab hurf meray naam mein hain...

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Nikal key jaoun kidher teri anjuman key siwa
              chaman ki bu hoon basoon phir kahan chaman key siwa
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Aye Dil terey Sakoo'n se teri ronaqein gayein
                darya ka saara husn hi taughyaaniyoo'n se tha

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  utha ker torr dala aainah josh-e-raqabat mein
                  woh kal is per bigarr bethey keh ham sa doosra kyun ho :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Wo jo pehle gaye thay , humain un ki furqat he kuch kam na thi ...
                    Jaan ! kiya tujh ko bhi sheher-e-nameherbaa'n ki hawa lag gai ....

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      yaan woh ley dey hui aa ker keh Elahi taubah
                      ham to samjhey they keh mehshar mein tamasha ho ga
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Arasta tu khair na thi zindagi kabhi.....
                        Per tujh se qabl itni pareshan bhi na thi.."

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          yeh hayaat ki kahani hai fana ka aik Saghir
                          tu labon ko muskra key usi jaam sey laga ley
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yaad us ki bhi hawa he say bandhi hai shayad
                            aik jhoola sa humain jis ne jhula rakha hai

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yeh duniya hai, yahan har lamha-e-taqdeer zaalim hai
                              mere afsana-e-be'naam ki tehreer zaalim hai
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                yeh sabhi viraniyaan uss k judaa honay say theen
                                aankh dhundhalaai hui the shahar dhundhalaya na tha
                                yaad karake aur bhi takleef hoti thi Adeem
                                bhool jaanay k sivaa ab koii bhi chaara na tha
                                geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                                shairoon ki haseen shairee tum say hai
                                maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                                janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                                Comment

                                Working...
                                X