Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Aankhon ki Lazzat ko tum sambhal kar rakhna
    Kuch Haseen Jazbon Ko Barmala Nahi Kehtay
    :thmbup:

    yadon ki beqrar si garmi sey haar ker
    dar jati hoon zara sa, magar dolti nahin
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by Masood View Post
      :thmbup:

      yadon ki beqrar si garmi sey haar ker

      dar jati hoon zara sa, magar dolti nahin

      Neendon ko tarasti hueey ankhon main na jhanko
      In main bhi kabhi khwabon ki rut aaeey to hogi
      sigpic

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

        Neendon ko tarasti hueey ankhon main na jhanko
        In main bhi kabhi khwabon ki rut aaeey to hogi
        yeh aasman key badley huwey rang, ghaur ker
        in mausamon key biphrey huwey tewaron ko dekh
        Last edited by Masood; 31 March 2007, 19:33.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood View Post
          yeh aasman key badley huwey rang, ghaur ker


          in mausamon key biphrey huwey tewaron ko dekh
          Hum to dushman ko bhi pakeeza saza detay hain
          Hath uthtay nahi nazroon say gira detay hain
          sigpic

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            Hum to dushman ko bhi pakeeza saza detay hain
            Hath uthtay nahi nazroon say gira detay hain
            Nala-e-bulbul-e-Shaida to suna hans hans
            ab jigar tham key betho meri bari aai
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by Masood View Post
              Nala-e-bulbul-e-Shaida to suna hans hans


              ab jigar tham key betho meri bari aai
              Ye or baat ke manber pe aa k kuch na kahein
              khamoosh log bala ke khateeb hotay hain
              sigpic

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                Ye or baat ke manber pe aa k kuch na kahein
                khamoosh log bala ke khateeb hotay hain
                neend uski hai dimagh uska hai ratein uski hain
                teri zulfein jiskey bazu peh pareshan ho gaiin
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Masood View Post
                  neend uski hai dimagh uska hai ratein uski hain


                  teri zulfein jiskey bazu peh pareshan ho gaiin
                  Nibha raha hai jis tarah zamanay say woh shakhs
                  Bas apnay wastay itna azaab kaafi hai
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    Nibha raha hai jis tarah zamanay say woh shakhs
                    Bas apnay wastay itna azaab kaafi hai
                    yaar sey chhirr chali jaey Asad
                    gar nahin wasal to hasrat hi sahi
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by Masood View Post
                      yaar sey chhirr chali jaey Asad


                      gar nahin wasal to hasrat hi sahi
                      يا تو مری بينائی پہ ہے خوف مسلط
                      يا نہر کے پانی ميں شجر کانپ رہا ہے

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by ahsaas View Post
                        يا تو مری بينائی پہ ہے خوف مسلط


                        يا نہر کے پانی ميں شجر کانپ رہا ہے
                        yeh kis rang ki gardishein khaa raha hai
                        arey o zamaney, arey o zamaney
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Yeh aur baat k izhaar na hosaka hum se
                          Nahin hai tum se muhabbat ye kon kehta hai ..
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yahan main bhi mehmaan, tu bhi musafir
                            yeh be'faiz gulshan na tera na mera
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              in barisho-n sai dosti achi nahi faraz
                              kacha taira makaan hai kuch to khyal kar
                              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                roney peh dil jo aaey to ro lena chahiyey
                                yeh aainah kabhi kabhi dho lena chahiyey
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X