Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    مجھ میں جو کچھ اچھا ہے سب اس کا ہے
    میرا جتنا چرچا ہے سب اس کا ہے
    اس کا میرا رشتہ بڑا پرانا ہے
    میں نے جو کچھ سوچا ہے سب اس کا ہے
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      yunhi tu shaakh se pattay gira nahi kartay
      bicher kar log ziyada jiya nahi kartay jo anay walay hein mausam unhein shumar
      mein rakh
      jo din guzar gaye inn ko gina nahi kartay

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        تیرے ملنے کی خوشی تو دل کو ہے لیکن
        وہ غم فراق کی راحتیں بھی عجیب تھیں

        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          na janay kon sa aanso kise sy kiya kah day
          Hum is khayal say nazry jhukay baithy hain

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            najany koun sa aanso kise say kiya kah day
            Hum is khayal say nazry jhuka,ay baithy hain

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              na tuj ko maat hue hay, na mujh ko maat hue,
              so ab k dono he chalein badal kur dekhtey hein
              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                nikle hain to raste main kehin shaam
                bhi ho gi
                sooraj bhi magar aye ga issi rahguzar
                se
                Last edited by Nareem; 1 November 2011, 01:36.

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  nikle hain to raste main kehin shaam bhi ho gi
                  sooraj bhi magar aye ga issi rahguzar se

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    یہ پیار کا ساحل بھی سمندر کی طرح ہے
                    ڈر ہے نہ ڈبو دے مجھے گرداب سے پہلے



                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      یوں دوستی کے نام کو رسوا نہ کیجیے
                      ترکِ تعلقات کا چرچا نہ کیجیے
                      جرم و ستم کا پاس بھی الفت میں شرط ہے
                      پلکوں کا آنسوؤں سے بھگویا نہ کیجیے
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yaad aaien gey zamaney ko misaloon ke liye
                        Jaise boseeda kitabein hawaloon ke liye

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          yaqeen rakhta nai hn mein kisi kamzoor taluq per
                          jo dhaga tootnay wala ho usko tor dyta hon
                          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            na samag sakey uss ka koi bhi bahana
                            kabhi palkoon pe bithana kabhi nazroon se girana

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              aye jazba-e-dil agar mein chahon har cheez muqabil aa jae
                              do gam chalon manzil ki taraf or samnay manzil aa jae
                              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by crystal_thinking View Post
                                aye jazba-e-dil agar mein chahon har cheez muqabil aa jae
                                do gam chalon manzil ki taraf or samnay manzil aa jae
                                درستگی:

                                اے جذبہ دل گر میں چاہوں ہر چیز مقابل آ جائے
                                منزل کے لیے دو گام چلوں اور سامنے منزل آ جائے
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X