Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Raat ka pichla pehar hai, aao Aabid ghar chalen,
    Oonghti sadken tumhary dard ka darma'an nahi

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      na maang aik bhi lamha khudhi ka duniya se
      ye qarz woh hai jisse umar bhar utarey ga

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Abhi to tarap tarap ke raat ki tanhaiiyon sey nikla hun WASI,
        Na jaane ab ye din ke ujaalay or kitna rulayen gey,
        Last edited by Mr.Khan; 14 October 2011, 00:00.

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          aaj to mehfil e yasran pe ho maghroor bohat
          jab kabhi toot ke bikhro ge to yaad aaon ga...

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            aap ko yeh sey shair likhna tha........I guess

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              oopss... sorry :)

              yaad uss ki itni khoob nahi,Meer baaz aa
              nadaan phir woh ji bhulaya na jaye ga

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Ujray hoay gher ka main vo derwaaza hon
                Deemak ki tarah kha gai jisay teri dastak ki tamanna

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  ادھر اُدھر کئی منزلیں ہیں چل سکو تو چلو
                  بنے بنائے ہیں سانچے جو ڈھل سکو تو چلو
                  کسی کے واسطے راہیں کہاں بدلتی ہیں
                  تم اپنے آپ کو خود سنبھل سکو تو چلو
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    woh khuwab dareecha to kisi par nahi khulta
                    khul jaye jo bilfarz to manzar nahi khulta
                    her aankh nahi hoti saza waara tamasha
                    her aayine par hussan ka johar nahi khulta

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      اب کہ ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں
                      جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں
                      ڈھونڈ اجڑے ہوئے لوگوں میں وفا کے موتی
                      یہ خزانے تجھے ممکن ہے خرابوں میں ملیں
                      غمِ دنیا بھی غمِ یار میں شامل کر لو
                      نشہ بڑھتا ہے شرابیں جو شرابوں میں ملیں
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Na Vo Rang Fasl-E-Bahaar Kaa Na Ravish Vo Abr-E-Bahaar Kii
                        Jis Adaa Se Yaar The Aashnaa Vo Mizaaj-E-Baad-E-
                        Sabaa Gayaa

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          آگ ہو تو جلنے میں دیر کتنی لگتی ہے
                          برف کے پگھلنے میں دیر کتنی لگتی ہے
                          چاہے کوئی رک جائے چاہے کوئی رہ جائے
                          قافلوں کو چلنے میں دیر کتنے لگتی ہے
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yadain hain teri ya yaadon mai tum ho
                            Khwab hain tery ya khawab ma tum ho
                            yay hum nahi jaantay bas itna bata do
                            Tum zindagi ho meri ya meri zindagi ma tum ho

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              وفا کے بھیس میں کوئی رقیبِ شہر بھی ہے
                              حاضر! کہ شہر کے قاتل طبیبِ شہر بھی ہے
                              اب اس کے ہجر میں روتے ہیں اس کے گھائل بھی
                              خبر نہ تھی کہ وہ ظالم حبیبِ شہر بھی ہے

                              Last edited by Masood; 30 October 2011, 22:59.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yay sochty thy k itny ta'aluqaat k baad
                                bichar gay to bhala kis tarah jiay gy hum
                                Kise ny pocha ager udaasyo ka sabab
                                To mosamo ka gila ker k taal dain gy hum

                                Comment

                                Working...
                                X