Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    یوں بہت ہنس کہ ملا تھا، لیکن
    دل ہی دل میں وہ خفا ہو جیسے

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      youn to woh meri rag-e-jaan sey bhi they nazdeek tar
      aansuoun ki dundh mein lekin pehchaaney gaey
      wehshatein kuchh is tarha apna muqaddar ho gaein
      ham jahan pohunchey hamarey saath weeraney gaey
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        یادآتی رہی دل دکھاتی رہی اپنے من کو منانا نہ آیاہمیں
        تونہ آئے تو کیا بھول جائےتو کیا پیار کرکے بھولانا نہ آیاہمیں

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          naghmey betaab hain taaron sey nikalney key liyey
          toor muz'tir hai Ussi aag mein jalney key liyey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            hmm. sori.. cnt find any sher wid .ye

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              yaqeen-e-mohkam, aml-e-peyham, muhabbat faateh-e-aalam
              jihaad-e-zindagi mein hain yeh mardon ki shamsheerein
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                thnxx. :)

                نظر جس طرف کر کے تم نگاہیں پھیر لیتے ہو قیامت تک پھر اُس دل سے پریشانی نہیں جاتی

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Ya Rab! yeh jahaan-e-guzraan khoob hai lekin
                  kyun khawar hain mardaan-e-safa'kaish-o-hunr mand
                  kehta hoon wohi baat samajhta hoon jissey haq
                  ney abla-e-masjid hoon na tehzeeb ka farzand
                  apney bhi khafa mujh sey hain begaaney bhi na'khush
                  main zehr-e-hila'hil ko kabhi kah na saka qand
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Dil Say Dil Ka Rabta Apni Jaga
                    Har Kesi Say Wasta Apni Jaga
                    Tum Say Na Milnay Ki Qsam Khai Hay
                    Tumhay Paa Lynay Ka Erada Apni Jaga

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Ahwaal-e-Muhabbat mein kuchh farq nahin aisa
                      soz-o-tab-o-taab awwal, soz-o-tab-o-taab aakhir
                      Last edited by Masood; 7 October 2011, 01:34.
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        روتے روتے فراق ہجر میں
                        کوئ اکثر ہنس پڑتا تھا





                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Ahsaas k Daman mein aansoo baha kar dekho
                          piyar kitna sacha hai azma kar dekho
                          aap ko bhool kar kiya hogi dil ki halat
                          kisi aainay pe pathar gira kar dekho

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            وفا رسواء نہیں کرنا ، سنو ایسا نہیں کرنا
                            میں پہلے ہی اکیلا ہوں ، مجھے تنہا نہیں کرنا





                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Ab k ajeeb karb mein tujh se juda huay
                              rasmi muqalmay bhi na hum se adda huay

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                یہ لازم نہیں کے ہم کو ہر دن یاد کرو
                                مگر ہم کو بھول جاؤ اس کی اِجازَت نہیں تمہیں





                                Comment

                                Working...
                                X