Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    woh jangal ke phoolon par kiyon marta hai
    uss ko achey lagtey hain veerane kiyon
    Mohsin jab bhi chot nai kha leta hon
    dill ko yaad aate hain yaar puraane kiyon

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      نہ جانے آج یہ کس کا خیال آیا ہے
      خوشی کا رنگ لیے ہر ملال آیا ہے
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        yeh dil bohat udhas hai jab se khabar hui
        miltey ho tum khaloos se her aadmi ke ssath

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          ہر ایک لہجہ یہی آرزو یہی حسرت
          جو آگ دل میں ہے وہ شعر میں بھی ڈھل جاۓ
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            youn kiss tharha katay ga kharhe dhoop ka safar,
            sar par khayal e yaar ki chadar hi lay chalain,
            runj e safar ki koye nishani tho pas ho ,
            thodi see khak e koocha e dilbar hi lay chalain,

            "Nasir Kazmi "











            sigpic

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Na wo iqraar kerta ha na wo inkaar kerta hai
              Humain phir bhi yay gumaan ha wo humhi say pyar kerta hai
              Haseen raaton ko jab loog mithi neend sotay hain
              To aik khawab aashna chahra humain baydaar kerta hai

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                یہ دل اداس ہے بہت کوئی پیغام ہی لکھ دو
                تم اپنا نام نہ لکھو گمنام ہی لکھ دو
                میری قسمت میں غم تنہائی ہے لیکن
                تمام عمر نہ لکھو مگر ایک شام ہی لکھ دو
                چلو ہم مان لیتے ہیں کے سزا کے مستحق ٹھرے
                کوئی انعام نہ لکھو کو‏ئی الزام ہی لکھ دو

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  wo mehrba'n hay magar dil ki hirs bhi kam ho ,
                  thalan' karam say ziyada hay kiya kia jayay ,


                  "Ahmed Faraz "











                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    thalan= thalab *











                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      yay zindagi kabhi kabhi ajnabi si lagti hai
                      Jidher jidher nazar uthay ek kami si lagti hai

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        youn he mousam ki ada deikh kar yaad aya
                        kis qadar jald badal jate hain insaan janan

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          نہیں ممکن میرے بدن کے زخموں کا شمار
                          تیرے آنگن میں کھلے ہوئے پھولوں کی طرح
                          Last edited by S.Athar; 3 October 2011, 16:29.
                          :star1:

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Haadsoon ki zad ma hain to muskurana choor dain
                            zalzalo kay khouf say kiya gher banana choor dain
                            Tum nay jo mery pas na any ki thaani hai tou
                            Aaanso'on sy bhi kaho k aankho ma ana choor dain

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              نہیں نشیمن تیرا کسر سلطانی کے گنبد پر
                              تو شاہیں ہے بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں پر
                              :star1:

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Raat kiya soi saari umer ki neend ur gai
                                Khawab kia daikha k dharka lag gya tabeer ka

                                Comment

                                Working...
                                X