Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    insaf ki thee yeh pukar, hum pay karay dayaa koi
    hum nay diyay hein naam muhabbat ko kai na-ay...

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      yeh kah rahi hain fizaein bahar ki Saaghir
      jigar froz isharon key phool mehkein gey
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        yeh qurbatein barre imtihaan layti hain
        kisi se waasta rakhna to dur ka rakhna
        taluqaat sada aik jaisay nahin rehtayy
        use ganwa k bhi jene ka hausla rakhna

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          ussey na jeet sakey ga gham-e-zamana ab
          jo kainaat tere dar peh haar di ham ney
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Yeh Riida-e-jaaN tujhey soonp dooN keh na dhoop tujhey kaRi lagey
            Kahein dukh naa tujh ko atta karein sar-e-dasht-e-gham ki tamazatein.

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              naala-e-bulbul-e-shaida to suna hans hans
              ab jiggar tham key betho meri bari aai
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yeh sukhan jo hum nay raqam kiye, yeh hain sub waraq teri yaad kay
                koi lamha subh-e-wisaal ka, kahin shaam-e-hijr ki qurbtain
                Last edited by MuQadas; 31 October 2006, 19:12.

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  na samjho tum issey shor-e-biyabaan
                  khizaan paton mein chhup ker ro rahi hai
                  hamarey ghar ki deewaron peh Nasir
                  udaasi baal kholey so rahi hai
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    ye mana ke shesha-e-dil ronaq-e-bazar-e-ulfat hai
                    magar jab toot jata hai to kimat aur hoti hai

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      yeh magar kis ko btaein ab hawa key shor mein
                      is kharabey mein hamein bhi ik diya achha laga
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Aabla pa koi tu is dasht main aaya hoga
                        Warna toofan mian diya kis nay jalaya hoga

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          uthho mushayyat-e-yazdan ko saazgar karein
                          Khuda ki dhali hui sooraton sey pyar karein
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Nafrat ka guman guzray hay main rashk say guzra
                            kiyoun kar kahon lo naam na un ka meray aagay!

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yaad aa key rah gaey hain zamaney wafaoun key
                              sholey naga key chal diyey jhonkey hawaoun key
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yoon mohabbat say na dey meiri mohabbat ka jawaab
                                Yeh sazaa sakht hai thouree si riaayat ker dey
                                Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                                Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                                Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                                Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                                Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                                Comment

                                Working...
                                X