Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    rasta odass tha keh manzlaien mili na thee
    dil ki odassi pay hay ta'ajub wo kyun odass hay ?
    filbadeeh

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      yeh aur baat keh tum aaey ho to koi nahin
      wagarna gham to yahan be'shumar rehtey hain

      [saaghir siddiqi]
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        na koi dost kehtay hein na koi ghum-gusar humKO
        na janay sukhan Goi kay yeh andaz kaisy wo pa-Ay hein...!!!!!!!!!!!!?

        umm..just came in my mind

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Naii tarah se dil ne nibhane kii thaani haii
          wagarna us se muhabat buhat purani hai
          khuda wo din na laye k main kisi se sunon
          k tu ne bhi gham e duniya se har mani hai
          :khi:
          Last edited by MuQadas; 29 October 2006, 15:37.

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yeh tajaliyon ki mehfil hai usi key zer-e-saya
            yeh jahan kaif us ka jissey woh nazar sambhaley
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              yeh qafas hi mujh ko azeez hai, yahan jee to loon ga qaraar sey
              mujhey chaman main na lay chalo main dara hua hoon bahar sey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Masood View Post
                yeh tajaliyon ki mehfil hai usi key zer-e-saya
                yeh jahan kaif us ka jissey woh nazar sambhaley
                yaran-e-qafass hum ko daytay hein phir sada-ein
                chalo loat k tu jana hay , kyun na abhi saman othaein...

                felbadeeh:)

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by <<Muqadas>> View Post
                  yeh qafas hi mujh ko azeez hai, yahan jee to loon ga qaraar sey
                  mujhey chaman main na lay chalo main dara hua hoon bahar sey
                  yaad oss ki hay dil mein jaisay keh darkhan mein mehak ho
                  hum jee rahay hein onn ko bass yadoun k saharoun say :)
                  felbadeeh

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    nishat e kaif ki duniya main--jhoomney walo
                    kabhi to ujrhey huay diyaaron ka ehtraam karo

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      woh aashna-e-haqeeqat nahin to kya gham hai
                      hadees nama bari kah rahi hai sab achha
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        aik lamhay ko bass aik hee lamhay ko
                        dil nay ki aarzo aur aankh mein dhowan chaya

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          uff vo tabassum halkaa halkaa haaye vo bhiigii bhiigii palake.n
                          vaqt-e-ruKhsat un pe giraa.N thaa lamahaa-e-ruKhsat ham se ziyaadaa

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            ab manzil wafa ki zaroorat nahin rahi
                            har azm kamyab ki aankhein nikal do

                            [saaghir siddiqi]
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              یہ فیضانِ نظر تھا یا کہ مکتب کی کرامت تھی
                              سکھائے کس نے اسمعیل کو آدابِ فرزندی
                              Mind Sciences

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by zapk7 View Post
                                یہ فیضانِ نظر تھا یا کہ مکتب کی کرامت تھی
                                سکھائے کس نے اسمعیل کو آدابِ فرزندی
                                yeh kia k biyan dil ki halatein kar dein
                                faraz tujh ko na aaein muhabtein karni
                                Last edited by Gul; 29 October 2006, 16:04.

                                Comment

                                Working...
                                X